Search results
Saved words
Showing results for "haqiiqatan"
Meaning ofSee meaning haqiiqatan in English, Hindi & Urdu
English meaning of haqiiqatan
Adjective, Inexhaustible
- in reality, in fact, truly
Adverb
-
in reality
Example • Insan ke har kam majazan nahin balki haqiqatan Khuda hi ka kaam banate hain
Sher Examples
shikva to ek chheḌ hai lekin haqīqatan
terā sitam bhī terī ināyat se kam nahīñ
shikwa to ek chheD hai lekin haqiqatan
tera sitam bhi teri inayat se kam nahin
ye baat sirf kitāboñ talak nahīñ 'hamza'
haqīqatan bhī bane maqbare mohabbat ke
ye baat sirf kitabon talak nahin 'hamza'
haqiqatan bhi bane maqbare mohabbat ke
haqīqatan the kabhī ham nihāl jazboñ meñ
aur ab to ḳhvāb bhī aatā hai kam mohabbat kā
haqiqatan the kabhi hum nihaal jazbon mein
aur ab to KHwab bhi aata hai kam mohabbat ka
हक़ीक़तन के हिंदी अर्थ
विशेषण, अव्यय
- यथार्थतः, वातस्व में, वाक़ई, सचमुच
- वास्तव में; वस्तुतः; सच में; हकीकत में।
حَقِیقَتاً کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
-
حقیقت میں، اصل میں، سچ مچ، واقعی
مثال • انسان کے ہر کام مجازاً نہیں بلکہ حقیقتاً خدا ہی کا کام بناتے ہیں
- ۔(ع) فی الحقیقت۔ واقعی۔
فعل متعلق
- باطناً (مقابلِ ظاہراً) اصلی معنوں میں (مجازی کے بالمقابل)
- بطور حقیقت ؛ واقعی ، فی الحقیقت ، اصل میں
Urdu meaning of haqiiqatan
- Roman
- Urdu
- haqiiqat men, asal men, sachmuch, vaaqi.i
- ۔(e) filahqiiqat। vaaqi.i
- baatinan (muqaabil-e-zaahiran) aslii maaano.n me.n (majaazii ke bilmuqaabil
- bataur haqiiqat ; vaaqi.i, filahqiiqat, asal me.n
Synonyms of haqiiqatan
Antonyms of haqiiqatan
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hakikatan, English meaning of haqeeqatan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurabaa
ग़ुरबा
.غُرَبا
poor people
[ Asl jaidad hamesha mahfuz rahegi aur uska munafa fuqara wa ghuraba ko milta rahega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ayaa.n
'अयाँ
.عَیاں
obvious, evident, clear, manifest
[ Dikhai dene wali sabhi chizen ayan hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muraGGan
मुरग़्ग़न
.مُرَغَّن
the food stirring in oil or ghee
[ Aam taur par hotalon mein muragghan khana milta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'attar
मो'अत्तर
.مُعَطَّر
perfumed, fragrant, scented
[ Dhup, agarbatti waghaira ka istimal gharon ko mo'attar karne ke liye kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
milkiyyat
मिलकिय्यत
.مِلْکِیَّت
property
[ Kuchh qaumi rahnuma awami milkiat ko be-rok-tok istimal karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.iqa
ज़ाइक़ा
.ذَائِقَہ
taste, flavour, savour
[ Bhutta bhun kar khane mein zaiqa-dar lagta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afzal
अफ़ज़ल
.اَفْضَل
better, preferable, superior
[ Meri bahnon ka rahna mere paas zachcha-khana mein ba-nisbat ghairon ke bahut afzal aur aala hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kafan
कफ़न
.کَفَن
shroud
[ Sadhu ki kafan zamin tak latak rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qamiis
क़मीस
.قَمِیص
kameez
[ Hamid ne chhint ki ek qamis silvaai hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaaqat
सदाक़त
.صَداقَت
truth, true
[ Gandhiji ki sadaqat sab par ayan hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (haqiiqatan)
haqiiqatan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone