Search results
Saved words
Showing results for "aazar-afroz"
Meaning ofSee meaning aazar-afroz in English, Hindi & Urdu
English meaning of aazar-afroz
Noun, Masculine
- a fabulous bird, the phoenix, a legendary bird
आज़र-अफ़रोज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक काल्पनिक पक्षी, एक बहुत ही मधुरस्वर चिड़िया जिससे यूनानियों ने गानविद्या सीखी, इसके गाने से आग लग जाती है, क़ुक़्नुस
آذَر اَفْروز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک خیالی پرندہ جس كی بابت مشہور ہے كہ بہت خوش رنگ اور خوش آواز ہے، كہتے ہیں كہ اس كی چونچ میں تین سو ساٹھ سوراخ ہوتے ہیں اور ہر سوراخ سے ایک راگ نكلتا ہے اس كی عمر ایک ہزار سال كی ہوتی ہے، جب عمر كی مدّت پوری ہوجاتی ہے تو یہ پرندہ سوكھی لكڑیاں جمع كركے ان پر بیٹھتا ہے اور مستی كے عالم میں گاتا اور پروں كو پھڑپھڑاتا ہے ۔ جب اس كی چونچ سے دیپک راگ نكلتا ہے تو لكڑیوں میں آگ لگ جاتی ہے اور ققنس اس میں جل كر راكھ ہوجاتا ہے۔ پھر خدا كی قدرت سے اس راكھ پر مین٘ھ برستا ہے اور اس میں سے خود بخود انڈا پیدا ہوجاتا ہے اور كچھ مدّت كے بعد اس انڈے میں سے پھر ققنس پیدا ہوتا ہے، ققنس
Urdu meaning of aazar-afroz
- Roman
- Urdu
- ek Khyaalii parindaa jis kii baabat mashhuur hai ki bahut Khushrang aur Khushaavaaz hai, kahte hai.n ki is kii chonch me.n tiin sau saaTh suuraaKh hote hai.n aur har suuraaKh se ek raag nikaltaa hai is kii umr ek hazaar saal kii hotii hai, jab umr kii muddat puurii hojaatii hai to ye parindaa suukhii lak.Diyaa.n jamaa karke un par baiThtaa hai aur mastii ke aalam me.n gaata aur paro.n ko pha.Daph.Daataa hai । jab us kii chonch se diipak raag nikaltaa hai to lakk.Diiyo.n me.n aag lag jaatii hai aur kuknus is me.n jal kar raakh hojaataa hai। phir Khudaa kii qudrat se is raakh par miinaa barastaa hai aur is me.n se KhudabKhud anDaa paida hojaataa hai aur kuchh muddat ke baad is anDe me.n se phir kuknus paida hotaa hai, kuknus
Synonyms of aazar-afroz
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aajarafroj, English meaning of aazarafroz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paikaa.n
पैकाँ
.پَیکاں
the tip of an arrow
[ Badshah is darja sakhi hai ki ladaai mein jo bhi teer istimal karta hai unki paikan sone ki hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masaakiin
मसाकीन
.مَساکِین
poor person, paupers
[ Biradran ki madad se bahut sare ghuraba aur masakin ki zindagiyon mein khushiyan aa gayin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saKHii
सख़ी
.سَخی
a liberal or bountiful person
[ Hatim Tai ek sakhi insan tha aur uski sakhawat ke be-shumar qisse maujud hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taasiir
तासीर
.تاثِیْر
impression, effect, efficacy, influence, operation
[ Zyada-tar phalon ki tasir thandi hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuuda
तूदा
.تُودَہ
mound, heap, stack
[ Mash.hur hai ki uski nigah ki tasir se khak ke tode ke tode shakkar ho gaye the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
murshid
मुर्शिद
.مُرشِد
spiritual director or guide, (i.e. to salvation)
[ Sari milkiyat (Assets) murshid ke isal-e-savab (RIP) ke lie fuqara va masakin mein luta di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mizhgaa.n
मिझ़गाँ
.مِژْگاں
eyelashes
[ Mizhgan palkon ki puri qatar ko kahate hian shayad isi lie jama ka segha 'kawish-ha' istimal kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fuqaraa
फ़ुक़रा
.فُقَرا
mystics, sufi
[ Purane zamane ke fuqara waghaira shahar se dur patton ki jhonpadi bana kar rahte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saKHaavat
सख़ावत
.سَخاوَت
generosity, munificence
[ Hatim Taai apni sakhawat ke lie msh.hur the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qitaar
क़ितार
.قِطَار
line, queue, row
[ Dimak qitar mein ho kar mitti ke toda se bahar nikla rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aazar-afroz)
aazar-afroz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone