Search results
Saved words
Showing results for "ahl-e-hunar"
Meaning ofSee meaning ahl-e-hunar in English, Hindi & Urdu
English meaning of ahl-e-hunar
Compound Word
- artisans, people of skill
Sher Examples
māl-o-zar kī qadr kyaa? ḳhūn-e-jigar ke sāmne
ahl-e-duniyā hech haiñ ahl-e-hunar ke sāmne
mal-o-zar ki qadr kya? KHun-e-jigar ke samne
ahl-e-duniya hech hain ahl-e-hunar ke samne
be-hunar dekh na sakte the magar dekhne aa.e
dekh sakte the magar ahl-e-hunar dekh na paa.e
be-hunar dekh na sakte the magar dekhne aae
dekh sakte the magar ahl-e-hunar dekh na pae
ahl-e-hunar ke dil meñ dhaḌakte haiñ sab ke dil
saare jahāñ kā dard hamāre jigar meñ hai
ahl-e-hunar ke dil mein dhaDakte hain sab ke dil
sare jahan ka dard hamare jigar mein hai
अहल-ए-हुनर के हिंदी अर्थ
संयुक्त शब्द
- कलाकार, काम जानने वाले
اَہْل ہُنَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
مرکب لفظ
- کسی ہنر کے ماہر، عموماً دستکار وغیرہ
Urdu meaning of ahl-e-hunar
- Roman
- Urdu
- kisii hunar ke maahir, umuuman dastakaar vaGaira
Showing search results for: English meaning of ahlehunar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
luqma
लुक़्मा
.لُقْمَہ
bite, morsel
[ Niwala-gudazi mein dulha-dulhan ek-dusre ke munh mein luqma dalte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tadbiir
तदबीर
.تَدْبِیر
tactic, way, way out, solution
[ masalon se nipatne ke liye tadabir karni hi padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fuhsh
फ़ुहश
.فُحْش
immodest, lewd, or obscene, speech or language
[ Sauda ne harif ko zalil karne ke liye nihayat darja fuhsh baten likhin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paayanda
पायंदा
.پایَنْدَہ
firmness
[ Jab tak duniya hai bhalayi zinda wa payanda rahegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarmaaya-kaarii
सरमाया-कारी
.سَرْمایَہ کاری
investment
[ Lakhon rupaye sarmaya-kari ke bawajud tijarat mein kuch munafa nahin hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inzimaam
इंज़िमाम
.اِنْضِمام
merger
[ Congress party mein bahut si party ka inzimam hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajviiz
तज्वीज़
.تَجْوِیز
view, opinion, judgment
[ Sakina ne shadi ki tajwiz inkisari ke sath qubul kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zalzala
ज़लज़ला
.زَلْزَلَہ
earthquake, earth tremor
[ Japan mein zalzala ek mustaqil khauf hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaafa'
मुनाफ़ा'
.مُنافَع
the surplus proceeds, or net profits
[ Company munafa ki taqsim aur uski badli huyi suraton ka tajziya karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ahl-e-hunar)
ahl-e-hunar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone