Search results
Saved words
Showing results for "anal-haq"
Meaning ofSee meaning anal-haq in English, Hindi & Urdu
English meaning of anal-haq
- I am the Truth or "I am God", the words uttered by the Persian mystic Mansur Hallaj for which he was executed
Sher Examples
thā anal-haq lab-e-mansūr pe kyā aap se aap
thā jo parde meñ chhupā bol uThā aap se aap
tha anal-haq lab-e-mansur pe kya aap se aap
tha jo parde mein chhupa bol uTha aap se aap
anal-haq kī haqīqat ko jo ho mansūr so jaane
ki us ko āsmāñ chaḌhne se chaḌhnā daar behtar thā
anal-haq ki haqiqat ko jo ho mansur so jaane
ki us ko aasman chaDhne se chaDhna dar behtar tha
अनल-हक़ के हिंदी अर्थ
- मैं सत्य हूँ, मैं ख़ुदा हूँ, मैं ब्रह्म हूँ
اَنا الْحَق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- (لفظاً) میں حق (خدا) ہوں، (مراداََ) ایک کلمہ جس کو منصور حلاج جو عارف باللہ تھے محویت اور استغراق کے عالم میں کہہ اٹھتے تھے (جس کی بنا پر علماء وقت کے فتوے سے انھیں سولی دی گئی) ، منصور حلاج کا یہ مسلک کہ ذات حق کے سوا کوئی موجود نہیں، ہمہ اوست
Urdu meaning of anal-haq
- Roman
- Urdu
- (lafzan) me.n haq (Khudaa) huu.n, (muraadaa) ek kalima jis ko mansuur hallaaj jo aarif billaah the mahviyat aur istiGraaq ke aalam me.n kah uThte the (jis kii banaa par ulmaa vaqt ke fatve se unhe.n suulii dii ga.ii), mansuur hallaaj ka ye maslak ki zaat haq ke sivaa ko.ii maujuud nahiin, hama ausat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of analhak, English meaning of analhaq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (anal-haq)
anal-haq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone