Search results
Saved words
Showing results for "baisaakhii"
Meaning ofSee meaning baisaakhii in English, Hindi & Urdu
English meaning of baisaakhii
Sher Examples
vo dīvālī ho ke baisākhī ho christmas ho ke iid
mulk kī har qaum ko mil kar manānā chāhiye
wo diwali ho ke baisakhi ho christmas ho ke id
mulk ki har qaum ko mil kar manana chahiye
kahāñ tak bojh baisākhī kā saarī zindagī Dhote
utarte hī kuñ.eñ meñ aaj rassī khol dī ham ne
kahan tak bojh baisakhi ka sari zindagi Dhote
utarte hi kunen mein aaj rassi khol di hum ne
iid dīvālī ho ki baisākhī
jashn-e-urdu manā rahā huuñ maiñ
id diwali ho ki baisakhi
jashn-e-urdu mana raha hun main
बैसाखी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, विशेषण, स्त्रीलिंग
- ( बक़्क़ाल) बेवक़ूफ़, मूर्ख, अज्ञानी
- थूनी, लकड़ी जो छप्पर के नीचे लगाते हैं
- बैसाख का तरबूज़
- (हिंदू) गंगा के नहान का एक मेला जो बैसाख के महीने में होता है, (खेती) गेहूं की कटाई से पहले किसानों का जश्न
- बैसाख (रुक) से मंसूब, बैसाख का, बैसाख में उगने वाला
- बैसाख के महीने में पूरे चांद की रात,(रूपकात्मक) पूरे चांद का दिन
- बैसाख के महीने में पड़ने वाला सिखों का एक उत्सव
- वो उत्पादन जो बैसाख के महीने में हो, जैसे: ख़रहज़ा तरबूज़ आदि
- वो लाठी जिस के सहारे (आम तोर पर बग़ल के तले रख कर) लँगड़े लूले चलते हैं
- कहारों की लकड़ी जो डोली या पैऩ्स उठाते वक़्त वो हाथ में रखते हैं और कंधा बदलते वक़्त डोली या पैऩ्स का डांडा इस पर टिका लेते हैं
بَیساکھی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، صفت، مؤنث
- وہ لاٹھی جس کے سہارے (عموماً بغل کے تلے رکھ کر) لن٘گڑے لولے چلتے ہیں
- بیساکھ (رک) سے منسوب: بیساکھ کا، بیساکھ میں اگنے والا
- (ہندو) گن٘گا کے نہان کا ایک میلہ جو بیساکھ کے مہینے میں ہوتا ہے، (کشتکاری) گیہوں کی کٹائی سے پہلے کسانوں کا جشن
- بیساکھ کا خربوزہ
- (بقال) بے وقوف، احمق، ناواقف
- تھونی، آڑ جو چھپر کے نیچے لگاتے ہیں
- چھپر کے سامنے کی اڑ واڑ، معمولی قسم کا تھم یا ٹیکہ جس پر بلینڈا رکھا جاتا ہے، تھونی، چڑیا
- بیساکھ کے مہینے میں پورے چان٘د کی رات، (مجازاً) پورے چان٘د کا دن
- کہاروں کی لکڑی جو ڈولی یا پینس اٹھاتے وقت وہ ہاتھ میں رکھتے ہیں اور کندھا بدلتے وقت ڈولی یا پینس کا ڈانڈا اس پر ٹکا لیتے ہیں
- وہ پیداوار جو بیساکھ کے مہینے میں ہو، جیسے: خرہزہ تربوز وغیرہ
Urdu meaning of baisaakhii
- Roman
- Urdu
- vo laaThii jis ke sahaare (umuuman baGal ke tale rakh kar) la.ng.De luule chalte hai.n
- baisaakh (ruk) se mansuubah baisaakh ka, baisaakh me.n ugne vaala
- (hinduu) gangaa ke nihaan ka ek melaa jo baisaakh ke mahiine me.n hotaa hai, (kashatkaarii) gehuu.n kii kaTaa.ii se pahle kisaano.n ka jashn
- baisaakh ka Kharbuuzaa
- (baqqaal) bevaquuf, ahmaq, naavaaqif
- thuunii, aa.D jo chhappar ke niiche lagaate hai.n
- chhappar ke saamne kii u.D vaa.D, maamuulii kism ka tham ya Tiika jis par baliinDaa rakhaa jaataa hai, thuunii, chi.Diyaa
- baisaakh ke mahiine me.n puure chaand kii raat, (majaazan) puure chaand ka din
- kahaaro.n kii lakk.Dii jo Dolii ya pains uThaate vaqt vo haath me.n rakhte hai.n aur kandhaa badalte vaqt Dolii ya pains ka DaanDaa is par Tika lete hai.n
- vo paidaavaar jo baisaakh ke mahiine me.n ho, jaiseh Kharahzaa tarbuuz vaGaira
Related searched words
Showing search results for: English meaning of baisaakhee, English meaning of baisaakhi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (baisaakhii)
baisaakhii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone