Search results
Saved words
Showing results for "bhuul-bhulayyaa.n"
Meaning ofSee meaning bhuul-bhulayyaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of bhuul-bhulayyaa.n
Noun, Masculine
- labyrinth, maze
Sher Examples
haiñ diin ke pāband na duniyā ke muqayyad
kyā ishq ne is bhūl-bhulayyāñ se nikālā
hain din ke paband na duniya ke muqayyad
kya ishq ne is bhul-bhulayyan se nikala
ajiib bhūl-bhulayyāñ hai shāhrāh-e-hayat
bhaTakne vaale yahāñ justujū kī baat na kar
ajib bhul-bhulayyan hai shahrah-e-hayat
bhaTakne wale yahan justuju ki baat na kar
bhaTak ke koī gayā dair ko koī ka.abe
ajiib bhūl-bhulayyāñ hai marhala dil kā
bhaTak ke koi gaya dair ko koi kabe
ajib bhul-bhulayyan hai marhala dil ka
भूल-भुलय्याँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक प्रकार की पेच दर पेच इमारत (या रास्ता) जिसमें दाख़िल होने के बाद इंसान भटकता रहता है और बाहर निकलने में दिक़्क़त होती है, उलझावा, गोरख धंदा
بُھول بُھلَیّاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ۱. ایک قسم کی پیچ در پیچ عمارت (یا راستہ) جس میں داخل ہونے کے بعد انسان بھٹکتا رہتا ہے اور باہر نکلنے میں دقت ہوتی ہے.
- ۲. ( مجازاً) الجھاوا ، گل جھٹا ، گورک دھندا.
Urdu meaning of bhuul-bhulayyaa.n
- Roman
- Urdu
- ۱. ek kism kii pech dar pech imaarat (ya raasta) jis me.n daaKhil hone ke baad insaan bhaTaktaa rahtaa hai aur baahar nikalne me.n diqqat hotii hai
- ۲. ( majaazan) uljhaavaa, gul jhaTaa, gorak dhandaa
Showing search results for: English meaning of bhoolbhulayyaan, English meaning of bhoolbhulayyan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koyi na koyi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jisse tamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istimal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koyi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadami ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koyi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (bhuul-bhulayyaa.n)
bhuul-bhulayyaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone