Search results
Saved words
Showing results for "Dhaa.nk"
Meaning ofSee meaning Dhaa.nk in English, Hindi & Urdu
English meaning of Dhaa.nk
Noun, Masculine
- cover/ wrap
Sher Examples
mirī aahoñ ko mere qahqahoñ ne Dhāñk rakkhā hai
mirī is laash ke uupar ye malba kis tarah kā hai
meri aahon ko mere qahqahon ne Dhank rakkha hai
meri is lash ke upar ye malba kis tarah ka hai
haa.e muñh Dhāñk ke rone kī bhī sūrat na rahī
dasht meñ chhīn liyā ḳhaar ne dāmāñ apnā
hae munh Dhank ke rone ki bhi surat na rahi
dasht mein chhin liya KHar ne daman apna
ḳhūn-e-nāhaq kī hayā bolī zarā muñh Dhāñk lo
naaz jab un ko sar-e-ḳhāk-e-shahīdāñ le chalā
KHun-e-nahaq ki haya boli zara munh Dhank lo
naz jab un ko sar-e-KHak-e-shahidan le chala
ढाँक के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक पेड़ जिसके लाल फूलों का उपयोग रंग के लिए और गोंद का उपयोग दवा में किया जाता है
- कुश्ती का एक पेंच
- पलाश, ढाक
ڈھانک کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ڈھان٘کنا کا امر(مرکبات میں مُستعمل)، چھپانا
- ایک درخت کا نام، جس کی ٹہنی کے سِرے پر بڑے بڑے تین پتّے ہوتے ہیں، اس کے پھول سرخ ہوتے ہیں، پھل نہیں ہوتا، پُھول رنگنے کے کام آتے ہیں اور پتوں سے دونے بناتے ہیں اور اس کا گوند دواؤں میں استعمال ہوتا ہے، بیج جُلّاب کے لئے استعمال کئے جاتے ہیں، پُھولوں سے کنال تیار ہوتا ہے، بلاس کا درخت
Urdu meaning of Dhaa.nk
- Roman
- Urdu
- Dha.nknaa ka amar(murakkabaat me.n mustaamal), chhupaanaa
- ek daraKht ka naam, jis kii Tahnii ke sire par ba.De ba.De tiin patte hote hain, is ke phuul surKh hote hain, phal nahii.n hotaa, phuu.ol rangne ke kaam aate hai.n aur patto.n se done banaate hai.n aur is ka guund davaa.o.n me.n istimaal hotaa hai, biij jullaab ke li.e istimaal ki.e jaate hain, phuu.olo.n se kanaal taiyyaar hotaa hai, bilaas ka daraKht
Idioms of Dhaa.nk
Proverbs of Dhaa.nk
Rhyming words of Dhaa.nk
Related searched words
Dhe.nk
گدھ سے مشابہ اور اُس سے بڑا ایک پرند جس پر سفید تیرگی مائل سیاہ خطوط ہوتے ہیں ، آنکھیں اس کی نہایت زرد اور گردن میں حرارت سے بھری ہوئی ایک تھیلی ہوتی ہے.
sonaa pahan Dhaa.nk chal
امیری ، مالداری ، دولت مندی پر اِترانا نہیں چاہیے ، مال و دولت پر غرور اچھا نہیں ہوتا .
Showing search results for: English meaning of dhaank, English meaning of dhaanq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (Dhaa.nk)
Dhaa.nk
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone