Search results
Saved words
Showing results for "diivaana-gar"
Meaning ofSee meaning diivaana-gar in English, Hindi & Urdu
English meaning of diivaana-gar
Noun, Masculine
- one who drives someone crazy
Sher Examples
un kī nazar na mere garebāñ se haT sakī
dīvāna ho ke aaj maiñ dīvāna-gar huā
un ki nazar na mere gareban se haT saki
diwana ho ke aaj main diwana-gar hua
mujhe azal se milā ek to mizāj-e-junūñ
aur ik adā tirī dīvāna-gar bhī hotī hai
mujhe azal se mila ek to mizaj-e-junun
aur ek ada teri diwana-gar bhi hoti hai
hosh-mandoñ kī is ḳhudā.ī meñ
koī dīvāna-gar nahīñ aatā
hosh-mandon ki is KHudai mein
koi diwana-gar nahin aata
दीवाना-गर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- पागल बना देनेवाला
دیوانہ گر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پاگل بنا دینے والا
Urdu meaning of diivaana-gar
- Roman
- Urdu
- paagal banaa dene vaala
Related searched words
Showing search results for: English meaning of deevaanagar, English meaning of deevanagar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mujrim
मुजरिम
.مُجرِم
criminal, culprit
[ Mujrim shakhs saza kam karne ki darkhwast karta raha lekin judge ne uski ek na suni ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takriim
तकरीम
.تَکْرِیم
treating with honour or respect, honour
[ Nishadon ne apne leader ki badi izzat va takrim ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqtuul
मक़्तूल
.مَقتُول
murdered, killed
[ Maqtul ki shinakht ho gayi wo shahar mein ek wakil ke paas mulazim tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bulbul
बुलबुल
.بُلْبُل
the nightingale, Lanius boalboul
[ Bachcha bahut ghaur se daal par baithe hue bulbul ko dekh raha tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mah-vash
मह-वश
.مَہ وَش
very beautiful, beloved
[ Aasan halke-phulke lafzon ne doston aur mah-vashon ki bastiyan aabad kar di hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabnam
शबनम
.شَبْنَم
dew
[ Sub.h-sub.h nange paanv baghichon mein chahal-qadmi karne par pairon mein shabnam ki tari se sukoon ka ehsas hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'zuur
मा'ज़ूर
.مَعْذُور
helpless, powerless
[ Brown... ne ye iqrar bhi kar liya hai ki main Shahname ki haqiqi daad dene se mazoor hun ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barqii
बर्क़ी
.بَرْقی
electric, electrical
[ Thomas Edison barqi bulb ke mujid (inventor) hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahfuuz
महफ़ूज़
.مَحْفُوظ
kept safe, protected, secured
[ Tarikh (History) apne auraq (pages) mein chizon ko mahfuz kar legi aur aane wali naslon par vazeh kar degi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lajaajat
लजाजत
.لَجاجَت
humility, entreaty, importunity
[ Halim badshah ke samne lajajat se apni be-gunahi ke subut pesh kar raha tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (diivaana-gar)
diivaana-gar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone