Search results
Saved words
Showing results for "diivaar-e-qahqaha"
Meaning ofSee meaning diivaar-e-qahqaha in English, Hindi & Urdu
English meaning of diivaar-e-qahqaha
Noun, Feminine
-
the great wall of China
Example • Ab qaumon aur mulkon ke darmiyan pahle jaisi diwar-e-qahqaha baqi nahin rahi
- a very high wall
- great laughter
Sher Examples
hamāre rone pe hañsne lagte haiñ aane vaale
hamārī dīvār-e-girya dīvār-e-qahqaha hai
hamare rone pe hansne lagte hain aane wale
hamari diwar-e-girya diwar-e-qahqaha hai
ga.e the log to dīvār-e-qahqaha kī taraf
magar ye shor musalsal hai kaisā rone kā
gae the log to diwar-e-qahqaha ki taraf
magar ye shor musalsal hai kaisa rone ka
kabhī to jhāñk le dīvār-e-qahqaha se udhar
kabhī to dekh le had-e-junūñ se aage bhī
kabhi to jhank le diwar-e-qahqaha se udhar
kabhi to dekh le had-e-junun se aage bhi
दीवार-ए-क़हक़हा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
-
चीन की एक दीवार जिसके लिए प्रसिद्ध है कि जो उसमें से झाँकता है वह अनायास बहुत हँसता है, चीन की महान दीवार
उदाहरण • अब क़ौमों और मुलकों के दरमियान पहले जैसी दीवार-ए-क़हक़हा बाक़ी नहीं रही
- बहुत ऊँची दीवार
- बहुत ज़ोरदार हँसी, ठहाका, अट्टहास
دِیوارِ قَہْقَہَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
-
چین کی سرحد کی ایک روایتی سیسے اور تانبے کی دیوار جس کے متعلق کہا جاتا ہے کہ جو اس پر چڑھ کر نیچے دیکھتا ہے بے اختیار ہنستا ہے
مثال • اب قوموں اور ملکوں کے درمیان پہلے جیسی دیوار قہقہہ باقی نہیں رہی
- انتہائی اونچی دیوار، بلند دیوار
- زور دار ہنسی
Urdu meaning of diivaar-e-qahqaha
- Roman
- Urdu
- chiin kii sarhad kii ek rivaayatii siise aur taa.nbe kii diivaar jis ke mutaalliq kahaa jaataa hai ki jo is par cha.Dh kar niiche dekhtaa hai be.iKhtyaar ha.nstaa hai
- intihaa.ii u.unchii diivaar, buland diivaar
- zordaar hansii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of deevaareqahqaha, English meaning of deevareqahqaha
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabit
साबित
.ثابِت
prove, confirm
[ Jurm jab tak sabit na ho jaye saza nahin di jaa sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaj
ताज
.تاج
a high-crowned cap
[ Taaj badshah ke sar ki shan hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haajat
हाजत
.حاجَت
hope, wish
[ Aadami ki ek hajat puri ho jaye to kayi paida ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ba-jaa
ब-जा
.بَجا
fit, appropriate, suitable
[ Aap ba-jaa kahte hain lekin har haqiqat suboot ke baghair kamzor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahs
बहस
.بَحْث
argument, discussion, debate
[ Bahas se ilm mein izafa hota hai lekin bahas jhagda na ban jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baKHt
बख़्त
.بَخْت
fortune, good fortune, luck
[ Ilm, aamozish, tarbiyat aisi chizain hain jise bakht ki kunji kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijaab
हिजाब
.حِجاب
modesty, bashfulness, shame
[ Ham dono itne qaribi dost ban gaye ki koi hijab baqi na raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taab
ताब
.تَاب
endurance, tolerance
[ Jab insan mein dukh sahne ki taab nahin rahti to zindagi ka ant samjha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hajj
हज्ज
.حَجّ
the obligatory pilgrimage to be performed by every Muslim once in his lifetime
[ Haj ek Islami ibadat hai jiska adaa karna maal-daron par farz hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ahbaab
अहबाब
.اَحْباب
friends, dear ones, lovers
[ Aadami ki pahchan uske ahbab se bhi hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (diivaar-e-qahqaha)
diivaar-e-qahqaha
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone