Search results
Saved words
Showing results for "dil-e-biimaar"
Meaning ofSee meaning dil-e-biimaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of dil-e-biimaar
- heart afflicted by love
Sher Examples
yuuñ tasallī de rahe haiñ ham dil-e-bīmār ko
jis tarah thāme koī girtī huī dīvār ko
yun tasalli de rahe hain hum dil-e-bimar ko
jis tarah thame koi girti hui diwar ko
dil toḌne vaale ko ḳhabar ho ki abhī maiñ
sar-tā-ba-qadam ik dil-e-bīmār nahīñ huuñ
dil toDne wale ko KHabar ho ki abhi main
sar-ta-ba-qadam ek dil-e-bimar nahin hun
yaad karnā har ghaḌī tujh yaar kā
hai vazīfa mujh dil-e-bīmār kā
yaad karna har ghaDi tujh yar ka
hai wazifa mujh dil-e-bimar ka
दिल-ए-बीमार के हिंदी अर्थ
- प्रेम पीड़ित दिल
Related searched words
Showing search results for: English meaning of dilebeemaar, English meaning of dilebeemar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aazim
'आज़िम
.عازِم
determined, bound (for a place)
[ Jang khatm hone par ye Chatagang mein hathiyar dalne ke bajaye aazim-e-Barma hue ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaarij
ख़ारिज
.خارِج
rejected, excluded, expelled
[ Khalid ki Parvez ke mutaaliq kahi gayi baat ko tamaam doson ne khaarij kar diya kyonki vo sach nahin thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'is
बा'इस
.باعِث
cause, reason, motive
[ Panchayat ka faisla na manne ke baais ganv valon ne Ziad ka huqqa-pani band kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falak
फ़लक
.فَلَک
sky, sphere
[ Zamin par baithe-baithe falak aur ajram-e-falaki (heavenly bodies) se naata-rishta unhone joda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaris
वारिस
.وارِث
successor, inheritor
[ Iran ki Badshahat muddaton waris ko tarasti rahi lekin jab waris hua to takht na raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tifl
तिफ़्ल
.طِفْل
infant, child
[ Musailama ne dawa kiya tha ki meri tasdiq (attestation) par har tifl gawahi dega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHalaa-baaz
ख़ला-बाज़
.خَلا باز
astronaut, space traveler
[ Pahli parwaz ke baad ab muta.addid (many) khalaabaz khala (space) mein parwaz karenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laziiz
लज़ीज़
.لَذِیذ
delicious, tasty, savoury, tasteful, nice
[ Abdurrahman ne itvar sham mein itni laziz biryani banaayi ki Tausif aur Qamar us ke murid ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahnumaa
रहनुमा
.رَہْنُما
guide, leader
[ Sabhi rahnumaon ki ye koshish hoti hai ki wo siyasi daud mein pichhde nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habiib
हबीब
.حَبِیب
friend
[ Mushkil waqt mein aziz aur habib hi kaam aate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (dil-e-biimaar)
dil-e-biimaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone