Search results
Saved words
Showing results for "ghunDii"
Meaning ofSee meaning ghunDii in English, Hindi & Urdu
English meaning of ghunDii
Noun, Feminine
- cloth button
- a small piece or part attached to something, a metal or wooden piece, tag, button, knob
- a herb that grows in rice field
- ill-feeling, doubt
- the hard lump at the top of a mango
- top shoot, a new sprout, node
Sher Examples
ghunDī pe ho qabā ke nisār aḳhtar-e-falak
sajde kare hilāl garebāñ ke sāmne
ghunDi pe ho qaba ke nisar aKHtar-e-falak
sajde kare hilal gareban ke samne
ḳhudā ke vāste ai yaar ham siiñ aa mil jā
diloñ kī khol ghunDī ġhunche kī tarah khil jā
KHuda ke waste ai yar hum sin aa mil ja
dilon ki khol ghunDi ghunche ki tarah khil ja
zeb-e-gulū hai kanThī yāqūt kī hai ghunDī
ai shoḳh ye garebāñ terā hai kankhajūrā
zeb-e-gulu hai kanThi yaqut ki hai ghunDi
ai shoKH ye gareban tera hai kankhajura
घुंडी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- कपड़े का गोल बटन
- कपड़े की छोटी, नोकदार गाँठ जिसे कुरते, अंगरखे आदि का पल्ला बंद करने के लिए टाँकते हैं।
گُھنْڈی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- کپڑے کی گول (سلی ہوئی) گٹھلی سی جو حلقے یا کاج میں لگ جاتی ہے (دونوں حصوں کو ملا کر گھنڈی تکمہ کہتے ہیں) بٹن کی ایجاد سے پہکے بھی گریبان کو بند کرنے کے لیے استعمال ہوتی تھی
- کسی چیزکا کوئی گولابھرا ہوا حصہ جیسے گھڑی میں کوک بھرنے کی چاہی کا موٹا سرا یا بلب روشن کرنے کا بٹن وغیرہ
- دھان کی دوبارہ پھوٹی ہوئی جڑ
- وہ ڈنٹھل جو چنے کا بُھس نکال کر رہ جاتا ہے
- گرہ، بندش، (مجازاً) دل کی گرہ، بال، فرق، کدورت
- (کاشت کاری) گنے کی پوری پر نئی شاخ کے پھٹاو کا نشان، اکھوا
- ارنڈ کی شاخ پر پیدا ہونے والی ابھرواں چیز
- آم یا کیری کے منہ کا ابھار جس کو پٹانے سے پھل میں سوراخ ہو جاتا ہے اور رس نکلنے لگتا ہے
Urdu meaning of ghunDii
- Roman
- Urdu
- kap.De kii gol (sillii hu.ii) guThlii sii jo halqe ya kaaj me.n lag jaatii hai (dono.n hisso.n ko mila kar ghunDii tukma kahte hain) baTan kii i.ijaad se pahke bhii girebaan ko band karne ke li.e istimaal hotii thii
- kisii chiiz ka ko.ii golaa bhara hu.a hissaa jaise gha.Dii me.n kok bharne kii chaahii ka moTaa siraa ya balb roshan karne ka baTan vaGaira
- dhaan kii dubaara phuuTii hu.ii ju.D
- vo DanThal jo chane ka bhus nikaal kar rah jaataa hai
- girah, bandish, (majaazan) dil kii girah, baal, farq, kuduurat
- (kaashatkaarii) gine kii puurii par na.ii shaaKh ke phaTaav ka nishaan, akhvaa
- aranD kii shaaKh par paida hone vaalii ubharvaa.n chiiz
- aam ya kairii ke mu.nh ka ubhaar jis ko paTaane se phal me.n suuraaKh ho jaataa hai aur ras nikalne lagtaa hai
Compound words of ghunDii
Rhyming words of ghunDii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ghundee, English meaning of ghundi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aazim
'आज़िम
.عازِم
determined, bound (for a place)
[ Jang khatm hone par ye Chatagang mein hathiyar dalne ke bajaye aazim-e-Barma hue ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaarij
ख़ारिज
.خارِج
rejected, excluded, expelled
[ Khalid ki Parvez ke mutaaliq kahi gayi baat ko tamaam doson ne khaarij kar diya kyonki vo sach nahin thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'is
बा'इस
.باعِث
cause, reason, motive
[ Panchayat ka faisla na manne ke baais ganv valon ne Ziad ka huqqa-pani band kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falak
फ़लक
.فَلَک
sky, sphere
[ Zamin par baithe-baithe falak aur ajram-e-falaki (heavenly bodies) se naata-rishta unhone joda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaris
वारिस
.وارِث
successor, inheritor
[ Iran ki Badshahat muddaton waris ko tarasti rahi lekin jab waris hua to takht na raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tifl
तिफ़्ल
.طِفْل
infant, child
[ Musailama ne dawa kiya tha ki meri tasdiq (attestation) par har tifl gawahi dega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHalaa-baaz
ख़ला-बाज़
.خَلا باز
astronaut, space traveler
[ Pahli parwaz ke baad ab muta.addid (many) khalaabaz khala (space) mein parwaz karenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laziiz
लज़ीज़
.لَذِیذ
delicious, tasty, savoury, tasteful, nice
[ Abdurrahman ne itvar sham mein itni laziz biryani banaayi ki Tausif aur Qamar us ke murid ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahnumaa
रहनुमा
.رَہْنُما
guide, leader
[ Sabhi rahnumaon ki ye koshish hoti hai ki wo siyasi daud mein pichhde nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habiib
हबीब
.حَبِیب
friend
[ Mushkil waqt mein aziz aur habib hi kaam aate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ghunDii)
ghunDii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone