Search results
Saved words
Showing results for "gokharo"
Meaning ofSee meaning gokharo in English, Hindi & Urdu
English meaning of gokharo
Noun, Masculine
- thistle, a plant with prickly stem and leaves
- caltrop, a creeping plant of genus Tribulus
- caltrop, a spiked metal ball thrown on the ground to impede cavalry horses
- narrow and twisted silver or gold ball of embroidery, fretted lace
- pendant
- wart, corn
Sher Examples
ai junūñ kuchh na milā ābla-pā.ī kā mazā
gokharo paañv meñ kyuuñ ḳhār-e-muġhīlāñ na huā
ai junun kuchh na mila aabla-pai ka maza
gokharo panw mein kyun KHar-e-mughilan na hua
baiThā huuñ ḳhālī āḳhir ai āñsūo karūñ kyā
do chaar gokharo hī laao na moḌ Dālūñ
baiTha hun KHali aaKHir ai aansuo karun kya
do chaar gokharo hi lao na moD Dalun
gokharo par tumhārī añgiyā ke
kis ke ye lahar khāte haiñ aañsū
gokharo par tumhaari angiya ke
kis ke ye lahar khate hain aansu
गोखरो के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- उक्त क्षुप के फल जो दबा के काम आते हैं।
- एक प्रकार का क्षुप जिसमें चने के बराबर कड़े और कटीले फल लगते हैं।
- एक छोटी झाड़ी जिसमें चने के बराबर छोटे कँटीले फल लगते हैं जो दवा बनाने के काम आते हैं
- हाथियों को पकड़ने के लिए उनके रास्ते में बिछाए जाने वाले धातु के गोल काँटेदार टुकड़े
- कड़े के आकार का गहना
- काँटा चुभने से उभरा गोलाकार उभार।
گوکھرو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک بوٹی اور اس کا خاردار پھل جو چنے کے برابر اور سہ گوشہ ہوتا ہے اور تینوں گوشوں پر خار ہوتے ہیں اس کے پتے چنے کے پتوں سے مشابہ لیکن ان سے چھوٹے اور پھول چھوٹے چھوٹے زرد رنگ کے ہوتے ہیں، خسک، خار خسک
- گوکھرو سے مشابہ لوہے کے کانٹے جو دشمن کی راہ میں ڈال دیئے جاتے ہیں تاکہ دشمن آگے نہ بڑھ سکے
- کان کا ایک زیور جو گوکھرو سے مشابہ ہوتا ہے
- کلائی میں پہننے کا زیور، چوہے دتّیاں، کنگن جن پر سونے کے گوکھرو لگے ہوں
- پیروں میں پہننے کا زیور، بچھوا
- دھنک یا مقیش وغیرہ کا تکھونٹا موڑا ہوا گوٹا، یہ کئی قسم کا ہوتا ہے، عورتیں لباس میں اسے زیبائش کے لیے ٹانکتی ہیں
- ایک قسم کا مرض جو چوپایوں کے کُھروں اور انسان کے کفِ پا میں ہوتا ہے، اس مرض میں انگوٹھے، انگلی یا پانو کے کسی حصّے میں کھال سخت ہو کر مردہ ہو جاتی ہے اور گٹّا پڑ جاتا ہے
- مسّے کی طرح جسم پر اُبھر آنے والا گوشت، بدگوشت
- ایک پُھلّی دار کِیل جو جوتوں میں ٹھوکْتے ہیں، پھلّی
Urdu meaning of gokharo
- Roman
- Urdu
- ek buuTii aur is ka Khaardaar phal jo chane ke baraabar aur sahi gosha hotaa hai aur tiino.n gosho.n pur Khaar hote hai.n is ke patte chane ke patto.n se mushaabeh lekin un se chhoTe aur phuul chhoTe chhoTe zard rang ke hote hain, Khisak, Khaar Khisak
- gokhruu se mushaabeh lohe ke kaanTe jo dushman kii raah me.n Daal di.e jaate hai.n taaki dushman aage na ba.Dh sake
- kaan ka ek zevar jo gokhruu se mushaabeh hotaa hai
- kalaa.ii me.n pahanne ka zevar, chuuhe datiyaayaa.n, kangan jin par sone ke gokhruu lage huu.n
- pairo.n me.n pahanne ka zevar, bichhva
- dhanik ya muqayyash vaGaira ka takhonTaa mo.Daa hu.a goTaa, ye ka.ii kism ka hotaa hai, aurte.n libaas me.n use zebaa.ish ke li.e Taanktii hai.n
- ek kism ka marz jo chaupaa.iyo.n ke khuro.n aur insaan ke kaph-e-pa me.n hotaa hai, is marz me.n anguuThe, unglii ya paanv ke kisii hisse me.n khaal saKht ho kar murda ho jaatii hai aur gaTTa pa.D jaataa hai
- muse kii tarah jism par ubhar aane vaala gosht, badgoshat
- ek phaliidaar kiil jo juuto.n me.n Thok॒te hain, phalii
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dikhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadami ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice,
[ Hirs buri chiz hai aadami ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous,
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadami ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (gokharo)
gokharo
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone