Search results
Saved words
Showing results for "guzar jaanaa"
Meaning ofSee meaning guzar jaanaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of guzar jaanaa
- to pass by
- to elapse (of time)
- to die
Sher Examples
talātum aarzū meñ hai na tūfāñ justujū meñ hai
javānī kā guzar jaanā hai dariyā kā utar jaanā
talatum aarzu mein hai na tufan justuju mein hai
jawani ka guzar jaana hai dariya ka utar jaana
kal to is ālam-e-hastī se guzar jaanā hai
aaj kī raat tirī bazm meñ ham aur sahī
kal to is aalam-e-hasti se guzar jaana hai
aaj ki raat teri bazm mein hum aur sahi
kuchh faisla to ho ki kidhar jaanā chāhiye
paanī ko ab to sar se guzar jaanā chāhiye
kuchh faisla to ho ki kidhar jaana chahiye
pani ko ab to sar se guzar jaana chahiye
गुज़र जाना के हिंदी अर्थ
- ۱. बीत जाना, निकल जाना, चले जाना
- गुज़रना, चला जाना, निकल जाना, रास्ता से निकल जाना
- ۲. मर जाना, इंतिक़ाल कर जाना
- कटना, बीत जाना, तमाम हो जाना, बसर हो जाना
- ۳. आगे निकल जाना, सबक़त ले जाना, किसी ख़ास दर्जे या मंज़िल से गुज़र जाना
- मर जाना, निधन हो जाना, दुनिया से उठ जाना
- ۵. तारी होना, हावी होना, छा जाना
- ۶. तकलीफ़ पहुंचना, रंज होना, सदमा होना
- बसर होना, गुज़र औक़ात होना
گُزَر جانا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- آگے نکل جانا ، سبقت لے جانا ، کسی خاص درجے یا منزل سے گزر جانا.
- گزرنا، چلا جانا، نکل جانا، راستہ سے نکل جانا
- بسر ہونا ، گذر اوقات ہونا.
- کٹنا، بیت جانا، تمام ہوجانا، بسر ہوجانا
- بِیت جانا ، نکل جانا ، چلے جانا.
- مرجانا، فوت ہوجانا، دنیا سے اٹھ جانا
- تکلیف پہنچنا ، رنج ہونا ، صدمہ ہونا.
- طاری ہونا ، حاوی ہونا ، چھا جانا.
- مر جانا ، انتقال کر جانا.
Urdu meaning of guzar jaanaa
- Roman
- Urdu
- aage nikal jaana, sabqat le jaana, kisii Khaas darje ya manzil se guzar jaana
- guzarnaa, chala jaana, nikal jaana, raasta se nikal jaana
- basar honaa, guzar auqaat honaa
- kaTnaa, bait jaana, tamaam hojaana, basar hojaana
- biit jaana, nikal jaana, chale jaana
- mar jaana, faut hojaana, duniyaa se uTh jaana
- takliif pahunchnaa, ranj honaa, sadma honaa
- taarii honaa, haavii honaa, chhaa jaana
- mar jaana, intiqaal kar jaana
Related searched words
Showing search results for: English meaning of gujar jaanaa, English meaning of gujar jana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabit
साबित
.ثابِت
prove, confirm
[ Jurm jab tak sabit na ho jaye saza nahin di jaa sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaj
ताज
.تاج
a high-crowned cap
[ Taaj badshah ke sar ki shan hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haajat
हाजत
.حاجَت
hope, wish
[ Aadami ki ek hajat puri ho jaye to kayi paida ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ba-jaa
ब-जा
.بَجا
fit, appropriate, suitable
[ Aap ba-jaa kahte hain lekin har haqiqat suboot ke baghair kamzor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahs
बहस
.بَحْث
argument, discussion, debate
[ Bahas se ilm mein izafa hota hai lekin bahas jhagda na ban jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baKHt
बख़्त
.بَخْت
fortune, good fortune, luck
[ Ilm, aamozish, tarbiyat aisi chizain hain jise bakht ki kunji kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijaab
हिजाब
.حِجاب
modesty, bashfulness, shame
[ Ham dono itne qaribi dost ban gaye ki koi hijab baqi na raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taab
ताब
.تَاب
endurance, tolerance
[ Jab insan mein dukh sahne ki taab nahin rahti to zindagi ka ant samjha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hajj
हज्ज
.حَجّ
the obligatory pilgrimage to be performed by every Muslim once in his lifetime
[ Haj ek Islami ibadat hai jiska adaa karna maal-daron par farz hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ahbaab
अहबाब
.اَحْباب
friends, dear ones, lovers
[ Aadami ki pahchan uske ahbab se bhi hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (guzar jaanaa)
guzar jaanaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone