Search results
Saved words
Showing results for "hamaamaa"
Meaning ofSee meaning hamaamaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of hamaamaa
Noun, Masculine
- Jamaica pepper, stone parsley
حَماما کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک روئیدگی ہے اور اس کی کئی قسمیں ہیں، پہلی قسم کا پیڑ زمین پر گچھے کی طرح ہوتا ہے اور شاخیں سخت اور جال کی طرح معلوم ہوتی ہیں. پھول خوشبودار اور چھوٹا اور سرخ ہوتا ہے اور پتے کا رنگ سنہری، دوسری قسم نبطی کہلاتی ہے، ڈالیاں جالی دار بلکہ دراز ہوتی ہیں اور طول اس پیڑ کا ایک بالشت کا اور اس سے زیادہ بھی ہوتا ہے، رنگ سفید سری مائل اور خوشبو تیز ہوتی ہے، پھول سرخ ہوتا ہے، تیسری قسم آبی اور مائی کے نام سے مشہور ہے، کیونکہ یہ پالی میں اور تر زمینوں میں جمتی ہے، پیڑ موٹا ور ڈالیاں نرم ہوتی ہیں اور خوشبو ہلکی ہوتی ہے رنگ ہرا ہوتا ہے
Urdu meaning of hamaamaa
- Roman
- Urdu
- ek ro.iidagii hai aur is kii ka.ii kisme.n hain, pahlii kism ka pe.D zamiin par guchchhe kii tarah hotaa hai aur shaaKhe.n saKht aur jaal kii tarah maaluum hotii hain. phuul Khushbuudaar aur chhoTaa aur surKh hotaa hai aur pate ka rang sunahrii, duusrii kism nabatii kahlaatii hai, Daaliyaa.n jaaliidaar balki daraaz hotii hai.n aur tuul is pe.D ka ek baalishat ka aur is se zyaadaa bhii hotaa hai, rang safaid sirii maa.il aur Khushbuu tez hotii hai, phuul surKh hotaa hai, tiisrii kasam aabii aur maa.ii ke naam se mashhuur hai, kyonki ye paalii me.n aur tar zamiino.n me.n jamtii hai, pe.D moTaa var Daaliyaa.n naram hotii hai.n aur Khushbuu halkii hotii hai rang haraa hotaa hai
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hamama
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (hamaamaa)
hamaamaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone