Search results
Saved words
Showing results for "har-nafas"
- English
- Hindi
- Urdu
- Today's Vocabulary
- Blog
- More ▾
Meaning ofSee meaning har-nafas in English, Hindi & Urdu
English meaning of har-nafas
Persian, Arabic - Adverb, Adjective
- every living-beings, every moment, always
- every moment, always
Sher Examples
jab maiñ thā shahr zaat kā thā mirā har-nafas azaab
phir maiñ vahāñ kā thā jahāñ hālat-e-zāt bhī ga.ī
jab main tha shahr zat ka tha mera har-nafas azab
phir main wahan ka tha jahan haalat-e-zat bhi gai
bā-vafā ek dūsre se miyāñ
har-nafas bevafā.ī karte haiñ
ba-wafa ek dusre se miyan
har-nafas bewafai karte hain
kise nazr deñ dil-o-jāñ baham ki nahīñ vo kākul-e-ḳham-ba-ḳham
kise har-nafas kā hisāb deñ ki shamīm-e-yār bhī ab nahīñ
kise nazr den dil-o-jaan baham ki nahin wo kakul-e-KHam-ba-KHam
kise har-nafas ka hisab den ki shamim-e-yar bhi ab nahin
हर-नफ़स के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - क्रिया-विशेषण, विशेषण
- हर समय , हर दम, हर सांस पर, हर सांस के साथ, हर घड़ी
ہَر نَفَس کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - فعل متعلق، صفت
- ہر وقت، ہر دم، ہر سانس پر، ہر سانس کے ساتھ، ہر گھڑی
Urdu meaning of har-nafas
- Roman
- Urdu
- haravqat, har dam, har saans par, har saans ke saath, har gha.Dii
Showing search results for: English meaning of harnafas, English meaning of harnaphas
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paikaa.n
पैकाँ
.پَیکاں
the tip of an arrow
[ Badshah is darja sakhi hai ki ladaai mein jo bhi teer istimal karta hai unki paikan sone ki hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masaakiin
मसाकीन
.مَساکِین
poor person, paupers
[ Biradran ki madad se bahut sare ghuraba aur masakin ki zindagiyon mein khushiyan aa gayin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saKHii
सख़ी
.سَخی
a liberal or bountiful person
[ Hatim Tai ek sakhi insan tha aur uski sakhawat ke be-shumar qisse maujud hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taasiir
तासीर
.تاثِیْر
impression, effect, efficacy, influence, operation
[ Zyada-tar phalon ki tasir thandi hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuuda
तूदा
.تُودَہ
mound, heap, stack
[ Mash.hur hai ki uski nigah ki tasir se khak ke tode ke tode shakkar ho gaye the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
murshid
मुर्शिद
.مُرشِد
spiritual director or guide, (i.e. to salvation)
[ Sari milkiyat (Assets) murshid ke isal-e-savab (RIP) ke lie fuqara va masakin mein luta di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mizhgaa.n
मिझ़गाँ
.مِژْگاں
eyelashes
[ Mizhgan palkon ki puri qatar ko kahate hian shayad isi lie jama ka segha 'kawish-ha' istimal kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fuqaraa
फ़ुक़रा
.فُقَرا
mystics, sufi
[ Purane zamane ke fuqara waghaira shahar se dur patton ki jhonpadi bana kar rahte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saKHaavat
सख़ावत
.سَخاوَت
generosity, munificence
[ Hatim Taai apni sakhawat ke lie msh.hur the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qitaar
क़ितार
.قِطَار
line, queue, row
[ Dimak qitar mein ho kar mitti ke toda se bahar nikla rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (har-nafas)
har-nafas
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone