Search results
Saved words
Showing results for "hasb-e-taufiiq"
Meaning ofSee meaning hasb-e-taufiiq in English, Hindi & Urdu
English meaning of hasb-e-taufiiq
Adverb
- as much as one can afford, according to one's status
Sher Examples
ye vo bāzār-e-kashākash hai jahāñ par insāñ
hasb-e-taufīq ḳharīdār-e-hayā hotā hai
ye wo bazar-e-kashakash hai jahan par insan
hasb-e-taufiq KHaridar-e-haya hota hai
ek sajda mirī peshānī ko darkār hai jo
hasb-e-taufīq lage hasb-e-zarūrat na lage
ek sajda meri peshani ko darkar hai jo
hasb-e-taufiq lage hasb-e-zarurat na lage
zindagī ham ko mohabbat kī ijāzat de de
hasb-e-taufīq tirā shukr kiye jā.eñge
zindagi hum ko mohabbat ki ijazat de de
hasb-e-taufiq tera shukr kiye jaenge
हस्ब-ए-तौफ़ीक़ के हिंदी अर्थ
क्रिया-विशेषण
- यथासामर्थ्य, यथाशक्ति
حَسْبِ تَوفِیق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعلق
- حیثیت یا استطاعت یا مقدور کے مطابق
Urdu meaning of hasb-e-taufiiq
- Roman
- Urdu
- haisiyat ya istitaaat ya maqduur ke mutaabiq
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hasbetaufeeq, English meaning of hasbetaufik
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baahamii
बाहमी
.باہَمی
middle
[ Puna aur Ahmad Nagar ka bahami fasla sattar-assii meel se zyada nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
miqdaar
मिक़दार
.مِقدار
quantity, estimate, evaluation, measurement
[ Zyada miqdar mein khana khane ki wajah se Khalid bimar pad gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dil-shaad
दिल-शाद
.دِل شاد
cheerful, glad
[ Barahvin ka natija aane ke baad ladkiyan is qadr dil-shaad aur masrur thin goya khushi ke mare phat padengi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutalaashii
मुतलाशी
.مُتَلاشی
one who seeks or searches for, searcher, seeker
[ Haq ke mutalashi Gautam Budh haq ki talash mein nikal pade ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Shauhar aur biwi ke bich aapas mein ta'aawun zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izdihaam
इज़्दिहाम
.اِزدِحام
concourse, throng, crowd, mob
[ 26 January ko yaum-e-jamhuriya ke mauqa par India Gate par logon ka izdiham hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aabruu
आबरू
.آبْرُو
honour, respect, prestige, dignity
[ Kisi ki halat uske waqar, rutba, aabru waghaira ki akkas hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqqaasa
रक़्क़ासा
.رَقّاصَہ
female dancer
[ Raqqasa ne raqs shuru karne se pahle musiqar ko taal ki miqdar batayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaqqash
मुनक़्क़श
.مُنَقَّش
painted, coloured
[ Ghar ki tamir ke baad zeb-o-zeenat ke liye munaqqash parde bhi lagaye gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (hasb-e-taufiiq)
hasb-e-taufiiq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone