Search results
Saved words
Showing results for "hisaab-o-kitaab"
Meaning ofSee meaning hisaab-o-kitaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of hisaab-o-kitaab
Noun, Masculine, Singular
- transaction account, ledger account
Sher Examples
abhī terā daur-e-shabāb hai abhī kyā hisāb-o-kitāb hai
abhī kyā na hogā jahān meñ abhī is jahāñ meñ huā hai kyaa?
abhi tera daur-e-shabab hai abhi kya hisab-o-kitab hai
abhi kya na hoga jahan mein abhi is jahan mein hua hai kya?
maiñ apnī hastī badal rahā huuñ
ye sab hisāb-o-kitāb kyā hai
main apni hasti badal raha hun
ye sab hisab-o-kitab kya hai
bāteñ haiñ vā.izoñ kī azaab o savāb kyā
do din kī zindagī meñ hisāb-o-kitāb kyā
baaten hain waizon ki azab o sawab kya
do din ki zindagi mein hisab-o-kitab kya
हिसाब-ओ-किताब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- लेन-देन का हिसाब, बहीखाते का हिसाब
حِساب و کِتاب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- حساب کتاب، لین دین کا حساب
Urdu meaning of hisaab-o-kitaab
- Roman
- Urdu
- hisaab kitaab, len den ka hisaab
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hisaabokitaab, English meaning of hisaaboqitaab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'inaayat
'इनायत
.عِنایَت
kindness, courtesy
[ Ustaad ki inaayat se hi mujhe ilm haasil karne mein aasaani huyi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fat.h
फ़त्ह
.فَتْح
victory, success
[ Rajkot mein Hindustan aur Sri-Lanka ke darmiyan khele gaye ek-roza match mein Hindustan ko fatah hui ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittilaa'aat
इत्तिला'आत
.اِطِّلاعات
information, knowledge
[ Giraftari ka warrant police ki ghalat ittilaat par mabni (based) hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadiya
हदिया
.ہَدِیَہ
gift, present, offering
[ Main nihayat khush hua ki janab Nawab Begam Saheb ne hadiya ko khushi ke sath qubool kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munashshiyaat
मुनश्शियात
.مُنَشِّیات
drugs, intoxicants
[ Malesiyai police ne munashshiyat ka dhanda karne wale ek giroh ko pakda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vuzaraa
वुज़रा
.وُزَرا
ministers of state, viziers
[ Hukumat banne ke char din baad baaqi vuzara ki bhi half-bardari amal mein aayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uryaa.n
'उर्यां
.عُرْیاں
naked, nude
[ Tamam kapadon hatta ki zewaron tak se mahroom karke bilkul uryan kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'muul
मा'मूल
.مَعْمُول
daily routine
[ Sardar Jiwan Singh assi baras ka ho gaya tha magar uska mamool tha ki baahar apne thade par mundha rakh kar baitha rahta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaab
जवाब
.جَواب
answer, reply, response
[ Mehnat karne ke bawajood imtihan mein Ahmad sawalon ke jawab na de saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nasl-kushii
नस्ल-कुशी
.نَسْل کُشی
genocide
[ Nasl-kushi ke mukammal intizamat hain lekin ham hain ki fir bhi zinda hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (hisaab-o-kitaab)
hisaab-o-kitaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone