Search results
Saved words
Showing results for "jadiidiyat"
Meaning ofSee meaning jadiidiyat in English, Hindi & Urdu
English meaning of jadiidiyat
Noun, Masculine
- a movement in arts, literature and religion that aims to depart from traditional ideas.modern ideas, modernism
- modern method
Sher Examples
jadīdiyat kā huuñ shaidā rivāyatoñ kā amiiñ
maiñ imtizāj meñ donoñ ke sher kahtā huuñ
jadidiyat ka hun shaida riwayaton ka amin
main imtizaj mein donon ke sher kahta hun
jadīdiyat meñ be-chārā suḳhnavar
ḳhirad kī shaan ban kar rah gayā hai
jadidiyat mein be-chaara suKHnawar
KHirad ki shan ban kar rah gaya hai
jahāñ bhī ubhrī sadā-e-zamīr-e-insānī
jadīdiyat ke naqīboñ ne maar Daalā hai
jahan bhi ubhri sada-e-zamir-e-insani
jadidiyat ke naqibon ne mar Dala hai
जदीदियत के हिंदी अर्थ
جَدِیدِیَّت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- جدیدی کا اسم کیفیت، نیا پن ہونا، نیا انداز، فکر اور نئی روشن اختیار کرنا
- ایک تحریک (بالخصوص فنون لطیفہ میں) جس میں نئے تصورات اور تکنیک کو برتا جاتا ہے، دوسری جنگ عظیم کے بعد یورپ سے چل کر یہ تحریک ساری دنیا میں پھیلی جس کا جھکاؤ بائیں بازو کی جانب تھا اس کا رورنگ ٹوئینٹیز سے گہرا تعلق تھا
Urdu meaning of jadiidiyat
- Roman
- Urdu
- jadiidii ka ism-e-kaufiiyat, nayaapan honaa, nayaa andaaz, fikr aur na.ii roshan iKhatiyaar karnaa
- ek tahriik (bilaKhsuus phunuune latiifa men) jis me.n ne tasavvuraat aur takniik ko barta jaataa hai, duusrii jang-e-aziim ke baad yuurop se chal kar ye tahriik saarii duniyaa me.n phailii jis ka jhukaa.o baa.e.n baazuu kii jaanib tha is ka rivring TvenTiiz se gahiraa taalluq tha
Synonyms of jadiidiyat
Antonyms of jadiidiyat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jadeediyat, English meaning of jadidiyat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (jadiidiyat)
jadiidiyat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone