Search results
Saved words
Showing results for "janaab-e-man"
Meaning ofSee meaning janaab-e-man in English, Hindi & Urdu
Vazn : 1222
Tags: Respectful
English meaning of janaab-e-man
Persian, Arabic - Noun, Masculine
- my dear sir, respected sir, a formal way of addressing a person in speech or writing
Sher Examples
ye jo bhī ho bahār nahīñ hai janāb-e-man
kis vahm meñ haiñ dekhne vaale paḌe hue
ye jo bhi ho bahaar nahin hai janab-e-man
kis wahm mein hain dekhne wale paDe hue
ye jī meñ hai ki mohabbat kā baab likhkūñgī
janāb-e-man ko maiñ ālī-janāb likkhūñgī
ye ji mein hai ki mohabbat ka bab likhkungi
janab-e-man ko main aali-janab likkhungi
tum hī ne to ye dard diyā hai janāb-e-man
tum se hamāre dard kā darmān ho chukā
tum hi ne to ye dard diya hai janab-e-man
tum se hamare dard ka darman ho chuka
जनाब-ए-मन के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, पुल्लिंग
- मेरे प्यारे, श्रीमान, मेरे हुज़ूर (सम्मान सूचक)
جَنابِ مَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مذکر
- میرے جناب، میرے حضور (احتراماً)، میرے پیارے
Urdu meaning of janaab-e-man
- Roman
- Urdu
- mere janaab, mere huzuur (ehatraaman), mere pyaare
Related searched words
Showing search results for: English meaning of janaabeman, English meaning of janabeman
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dauraaniya
दौरानिया
.دَوْرانِیَہ
the length of time for which something continues, duration
[ Is kitab ke har Darame ka dauraniya pachees minute se zyada nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fuzuul-go
फ़ुज़ूल-गो
.فُضُول گو
babbler, chatterbox, talkative person
[ Zyada lachhedar baat karne ya mauzoo se hat kar baat karne wala bhi fuzool-go kahlayega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mohlat
मोहलत
.مُہلَت
time, deferring, intermission, cessation
[ Hazrat Imam Hussain ne Kufiyon se mohlat ek raat ki chahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadam
क़दम
.قَدَم
foot, pace, step, footstep
[ Office ki duri ghar se bas itni hai ki char qadam mein hi pahunch jayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farba
फ़र्बा
.فَرْبَہ
fat, plump, stout, corpulent, stout and strong
[ Ram aur Shyam ke paltu janwar farba aur mote ho gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maahii-giir
माही-गीर
.ماہی گِیر
fisherman
[ Mahigir ki jaal mein ek rehu bhi phans gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tambuuraa
तंबूरा
.تَن٘بُورا
a musical instrument like a guitar, tanpura, tamboura
[ Rubab aur tambure ki awaz dardnak hoti hai aur ahl-e-Europe ko pasand nahin aati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sozish
सोज़िश
.سوزِش
burning, inflammation
[ Zakhm garche achcha ho chuka hai lekin kabhi kabhi sozish mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tavaqquf
तवक़्क़ुफ़
.تَوَقُّف
delay, suspension, stoppage, pause
[ Agar kisi ke aane mein tawaqquf hoga to apni saza payega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afshaa.n
अफ़्शाँ
.اَفْشاں
pouring out (used in compound), strewing, dispersing
[ Ghas par afshan pani ke qatre suraj ki raushni mein moti ke manind chamak rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (janaab-e-man)
janaab-e-man
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone