Search results
Saved words
Showing results for "jhumkaa"
Meaning ofSee meaning jhumkaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of jhumkaa
Noun, Masculine
- the bell-shapped pendant of an earring
- a group of stars
- bunch or cluster of flowers or fruits
- concourse, mess
- flame lily, the flower Gloriosa superba
Sher Examples
na jhamkeñ kis tarah kānoñ meñ us ke husn ke jhumke
idhar bundā udhar jhumkā idhar bijlī kā baalā hai
na jhamken kis tarah kanon mein us ke husn ke jhumke
idhar bunda udhar jhumka idhar bijli ka baala hai
mujh ko lagtā hai vo din bhī 'sāz' qayāmat kā hogā
jis din bhī us kā jhumkā mire sirhāne se niklegā
mujh ko lagta hai wo din bhi 'saz' qayamat ka hoga
jis din bhi us ka jhumka mere sirhane se niklega
apne kānoñ meñ pahan le mere dil kī dhaḌkan
maiñ tire vāste laayā huuñ le jhumkā dil kā
apne kanon mein pahan le mere dil ki dhaDkan
main tere waste laya hun le jhumka dil ka
झुमका के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- गुच्छा, झुंड, कान का ज़ेवर
- कान में पहनने का एक गहना
- एक प्रकार का पौधा जिसमें उक्त आकार के फूल लगते हैं
جُھمْکا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بُندے کی قسم کا زیور جس کی مُرکی کٹوری کی شکل کی جڑاؤ اور سادہ دونوں قسم کی ہوتی ہے، کٹوری کے بیچ میں ایک آویزہ بطور لنگر لٹکا ہوا ہوتا ہے، کرن پھول
- گُچّھا، جُھنڈ، خوشہ
- جُھرمٹ، جمگھٹ
- ستاروں کا مجموعہ یا جُھرمٹ خصوصاً عقد ثریا، وہ سات ستارے جو آسمان پر اکٹھے نظر آتے ہیں، پروین
- ایک پانچ پتّی کا لمبی ڈنڈی کا پھول جو صبح کھلتے وقت سفیدی مائل سرخ ہوتا ہے اور پھر رفتہ رفتہ سرخ ہو جاتا ہے، ڈنڈیاں اور پتّیاں نیچے کی طرف جُھکی ہوئی آویزے کی طرح لٹکی ہوتی ہیں
Urdu meaning of jhumkaa
- Roman
- Urdu
- bunde kii qasam ka zevar jis kii murkii kaTorii kii shakl kii ja.Daa.uu aur saadaa dono.n kism kii hotii hai, kaTorii ke biich me.n ek aavezaa bataur langar laTkaa hu.a hotaa hai, karaN phuul
- guchchhাa, jhunaD, Khoshaa
- jhurmaT, jamghaT
- sitaaro.n ka majmuu.aa ya jhurmaT Khusuusan aqad surayyaa, vo saat sitaare jo aasmaan par ikaTThe nazar aate hain, prviiN
- ek paa.nch pati ka lambii DanDii ka phuul jo subah khulte vaqt saphedii maa.il surKh hotaa hai aur phir rafta rafta surKh ho jaataa hai, DanDiyaa.n aur pattiyaa.n niiche kii taraf jhukii hu.ii aaveze kii tarah laTkii hotii hai.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jhumka, English meaning of jhumqa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paikaa.n
पैकाँ
.پَیکاں
the tip of an arrow
[ Badshah is darja sakhi hai ki ladaai mein jo bhi teer istimal karta hai unki paikan sone ki hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masaakiin
मसाकीन
.مَساکِین
poor person, paupers
[ Biradran ki madad se bahut sare ghuraba aur masakin ki zindagiyon mein khushiyan aa gayin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saKHii
सख़ी
.سَخی
a liberal or bountiful person
[ Hatim Tai ek sakhi insan tha aur uski sakhawat ke be-shumar qisse maujud hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taasiir
तासीर
.تاثِیْر
impression, effect, efficacy, influence, operation
[ Zyada-tar phalon ki tasir thandi hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuuda
तूदा
.تُودَہ
mound, heap, stack
[ Mash.hur hai ki uski nigah ki tasir se khak ke tode ke tode shakkar ho gaye the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
murshid
मुर्शिद
.مُرشِد
spiritual director or guide, (i.e. to salvation)
[ Sari milkiyat (Assets) murshid ke isal-e-savab (RIP) ke lie fuqara va masakin mein luta di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mizhgaa.n
मिझ़गाँ
.مِژْگاں
eyelashes
[ Mizhgan palkon ki puri qatar ko kahate hian shayad isi lie jama ka segha 'kawish-ha' istimal kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fuqaraa
फ़ुक़रा
.فُقَرا
mystics, sufi
[ Purane zamane ke fuqara waghaira shahar se dur patton ki jhonpadi bana kar rahte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saKHaavat
सख़ावत
.سَخاوَت
generosity, munificence
[ Hatim Taai apni sakhawat ke lie msh.hur the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qitaar
क़ितार
.قِطَار
line, queue, row
[ Dimak qitar mein ho kar mitti ke toda se bahar nikla rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (jhumkaa)
jhumkaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone