Search results
Saved words
Showing results for "KHaamushii"
Meaning ofSee meaning KHaamushii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHaamushii
Noun, Feminine
- silence, taciturnity
Sher Examples
ham laboñ se kah na paa.e un se hāl-e-dil kabhī
aur vo samjhe nahīñ ye ḳhāmushī kyā chiiz hai
hum labon se kah na pae un se haal-e-dil kabhi
aur wo samjhe nahin ye KHamushi kya chiz hai
ḳhāmushī achchhī nahīñ inkār honā chāhiye
ye tamāshā ab sar-e-bāzār honā chāhiye
KHamushi achchhi nahin inkar hona chahiye
ye tamasha ab sar-e-bazar hona chahiye
nikāle ga.e is ke ma.anī hazār
ajab chiiz thī ik mirī ḳhāmushī
nikale gae is ke mani hazar
ajab chiz thi ek meri KHamushi
ye paanī ḳhāmushī se bah rahā hai
ise dekheñ ki is meñ Duub jaa.eñ
ye pani KHamushi se bah raha hai
ise dekhen ki is mein Dub jaen
chaTaḳh ke TuuT ga.ī hai to ban ga.ī āvāz
jo mere siine meñ ik roz ḳhāmushī huī thī
chaTaKH ke TuT gai hai to ban gai aawaz
jo mere sine mein ek roz KHamushi hui thi
ख़ामुशी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- ख़ामोशी, शांति, सन्नाटा
خامُشی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- خاموشی، سناٹا، سکوت
Urdu meaning of KHaamushii
- Roman
- Urdu
- Khaamoshii, sannaaTaa, sukuut
Related searched words
KHamoshaa
گھوڑے کی ایک بیماری جس میں اس کے دونوں ہونٹوں میں بڑے بڑے بالوں کے نیچے چمڑے ، کے اند گوشت زائد و سخت مثل غدود پیدا ہوجاتا ہے ، چہیا روگ
KHaamoshii niim-razaa
رک : الخاموشی نیم رضا ، کسی کی بات سن کر خاموش ہوجانا بڑی حد تک اس کی تصدیق و توثیق یا تسلیم کرنے کے برابر ہے .
KHaamoshii kaa minaara
گن٘بد خموشاں ، پارسیوں کا قبرستان جہاں لاش ایک تختہ پر رکھ کر چھوڑ دی جاتی ہے کہ گدھ چیل کوے اسے کھا جائیں پارسیوں کے نزدیک یہ بھی خیرات کی ایک اعلیٰ قسم ہے .
daaruu-e-Gazab-KHaamoshii
غُصّے کا عِلاج چُپ رہنا ہے اگر غُصّے ہونے والے کو جواب نہ دیا جائے تو اس کا غصّہ ٹھنڈا پڑ جاتا ہے .
miinaar-e-KHaamoshii
the Tower of Silence, is a circular, raised structure built by Zoroastrians for excarnation–that is, the exposure of human dead bodies to the elements for decay in order to avert contamination of the soil with the corpses
Showing search results for: English meaning of khaamushee, English meaning of khaamushi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvuraatii
तसव्वुराती
.تَصَوُّراتی
imaginary, fictitious
[ Dadi sote waqt pariyon ki tasavvurati kahaniyan sunati hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aadat
'आदत
.عادَت
habit, treatment, disposition
[ Adat kisi bhi chiz ki ho usako chhod pana bahut mushkil kam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hujjat
हुज्जत
.حُجَّت
disputation, contention, objection, plea
[ Har baat par hujjat karna mantiqi (Quarrelsome) logon ki aadat hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mulaazim
मुलाज़िम
.مُلازِم
servant, attendant
[ Khalid ek auto compny mein mulazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dilbar
दिलबर
.دِلبر
lovely, beloved, sweetheart
[ 'Meer' ne apni ghazal mein apne dilbar ka mujassam zikr kia hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zikr
ज़िक्र
.ذِکْر
mention, reference
[ Jalpari ek tasswurati jandar hai jiska zikr hamein kahaniyon mein milta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mallaah
मल्लाह
.مَلاّح
boatman, sailor, seaman
[ Englistan chunki jazira hai isliye yahan ke bashindon ko majburan mallah hona chaiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munashshiyaat
मुनश्शियात
.مُنَشِّیات
Intoxicating drinks or drugs, intoxicants
[ Malesiyai police ne munashshiyat ka dhanda karne wale ek giroh ko pakda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahrii
बहरी
.بَحْری
oceanic, marine
[ Bahri afwaj ne kuchh bahri qazaqon ko giraftar kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruu-ba-ruu
रू-ब-रू
.رُوبَرُو
face to face, in front of
[ bahri session ke dauran mallahon ko nayi-nayi baton se ru-ba-ru karaya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHaamushii)
KHaamushii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone