Search results
Saved words
Showing results for "KHud-ehtisaabii"
Meaning ofSee meaning KHud-ehtisaabii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHud-ehtisaabii
Persian, Arabic - Noun, Feminine
- self-accountability, censorship, self-evaluation
Sher Examples
'dānish' ḳhud-ehtisābī kā mujh meñ nahīñ dimāġh
muñh-phaT huuñ bad-mizāj huuñ duniyā kahe so huuñ
'danish' KHud-ehtisabi ka mujh mein nahin dimagh
munh-phaT hun bad-mizaj hun duniya kahe so hun
be-zabānī baḳhsh dī ḳhud-ehtisābī ne mujhe
hoñT sil jaate haiñ duniyā ko gila dete hue
be-zabani baKHsh di KHud-ehtisabi ne mujhe
honT sil jate hain duniya ko gila dete hue
kis ko fursat hai yahāñ ḳhud-ehtisābī ke liye
dekhtā hai 'jān' apnī aañkh kā shahtīr kaun
kis ko fursat hai yahan KHud-ehtisabi ke liye
dekhta hai 'jaan' apni aankh ka shahtir kaun
ख़ुद-एहतिसाबी के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग
- अपनी क्रियाओं का आंकलन, आत्म-मूल्यांकन, स्वमूल्यांकन, अपनी कमज़ोरियों पर नज़र रखना
خود اِحْتِسابی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مؤنث
- اپنے اعمال کا جائزہ، اپنی کمزوریوں پر نظر رکھنا، خود تشخیص
Urdu meaning of KHud-ehtisaabii
- Roman
- Urdu
- apne aamaal ka jaayzaa, apnii kamzoriiyo.n par nazar rakhnaa, Khud tashKhiis
Showing search results for: English meaning of khudehtisaabee, English meaning of khudehtisaabi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaahiyyat
सलाहिय्यत
.صَلاحِیَّت
ability, capability
[ Salahiyat ki buniyad par dafatir mein ohdon ki taqsim honi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masruufiyat
मसरूफ़ियत
.مَصْرُوفِیَت
engagement, preoccupation
[ Apni khas masrufiyat ki wajah se darkhwast aapko dikha nahi saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'bad
मा'बद
.مَعْبَد
house of worship
[ Jahaz mein ek maabad banaya gaya tha aur usi mein taboot ko rakh kar momi shamen raushan kar di gayin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jauf
जौफ़
.جَوف
interior space, hollow, cavity
[ Kaghaz ke tukde takht ke jauf mein khons diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
agyaarii
अग्यारी
.اَگْیاری
kindling fire at the time of devotions by the Hindus
[ Tantrikon ne agyari ki thi goga aur loban sulgaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariifa
शरीफ़ा
.شَرِیفَہ
custard apple, holy, honored, eminent, (Generally for Quranic Couplets etc.) holy woman
[ Rangtare, sharifa, amarud, seb jo chahe kharid lijiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maaman
मामन
.مامَن
place of safety and security, safe place
[ Iqbal Sabz-Gunbad ki maujudgi ki wajah se Madine ko maaman samajhte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, deficient, failing
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chod diyaa ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saakin
साकिन
.ساکِن
not moving, inhabitant, dweller
[ Saakin pani mein bahut saari bimariyon ke jarasim milte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ravaa.n
रवाँ
.رَواں
flowing, current, issue
[ Ravan pani mein bimariyon ke jarasim nahin paye jate ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHud-ehtisaabii)
KHud-ehtisaabii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone