Search results
Saved words
Showing results for "KHudaa KHair kare"
Meaning ofSee meaning KHudaa KHair kare in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHudaa KHair kare
- may God keep safe
Sher Examples
barq ne merā nasheman na jalāyā ho kahīñ
sahn-e-gulshan meñ ujālā hai ḳhudā ḳhair kare
barq ne mera nasheman na jalaya ho kahin
sahn-e-gulshan mein ujala hai KHuda KHair kare
bahkī bahkī nigah-e-nāz ḳhudā ḳhair kare
husn meñ ishq ke andāz ḳhudā ḳhair kare
bahki bahki nigah-e-naz KHuda KHair kare
husn mein ishq ke andaz KHuda KHair kare
maiñ pareshāñ thā pareshāñ huuñ na.ī baat nahīñ
aaj to vo bhī pareshāñ haiñ ḳhudā ḳhair kare
main pareshan tha pareshan hun nai baat nahin
aaj to wo bhi pareshan hain KHuda KHair kare
ख़ुदा ख़ैर करे के हिंदी अर्थ
- ۔अंदेशे के महल पर बोलते हैं।
- किसी ख़तरे या अंदेशे के मौक़ा पर अल्लाह से बेहतरी की दुआ के तौर पर बोलते हैं
خُدا خَیر کَرے کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- ۔اندیشے کے محل پر بولتے ہیں۔ ؎
- کسی خطرے یا اندیشے کے موقع پر اللہ سے بہتری کی دُعا کے طور پر بولتے ہیں.
Urdu meaning of KHudaa KHair kare
- Roman
- Urdu
- ۔andeshe ke mahl par bolte hain।
- kisii Khatre ya andeshe ke mauqaa par allaah se behtarii kii du.a ke taur par bolte hai.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khuda khair kare
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittilaa'
इत्तिला'
.اِطَّلاع
information, knowledge
[ Chori ke mutalliq police ko ghalat ittila mili ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taasiir
तासीर
.تاثِیْر
effect, efficacy
[ Zyada-tar phalon ki tasir thandi hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarjama
तर्जमा
.تَرْجَمَہ
translation, version, rendering, rendition
[ Sanjiv Saraf Sahab ne Ghalib ke muntakhab ashaar ka angrezi mein tarjama kiya hai taki vo log jo Urdu sript nahin padh sakte, vo in ashaar se faaeda utha sakein ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahqiiqaat
तहक़ीक़ात
.تَحْقِیقات
investigation
[ Police ne qatl ke muqaddame ki tahqiqaat shuru kar di hai taki mulzim tak pahunchaa ja sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'amal
'अमल
.عَمَل
work, service, business
[ Jiski niyat nek hogi uska amal bhi waisa hi hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaqi'a
वाक़ि'आ
.واقِعَہ
accident, incident
[ Hassas (sensitive) adami wo nahin hota jo har baat har waqia ka asar qubool kare ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadami ke liye nuqsan-dah hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense, sentiment
[ Aadami mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-hal ka muqabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Sarkar ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qiyaas-aaraa.ii
क़ियास-आराई
.قیَاس آرائی
speculation, guessing
[ Logon ka kahna hai ki is saal Thandak zyada padegi, lekin ye sirf qiyaas-aaraayi hai jo haqiqat se koson door hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHudaa KHair kare)
KHudaa KHair kare
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone