Search results
Saved words
Showing results for "madd-e-muqaabil"
Meaning ofSee meaning madd-e-muqaabil in English, Hindi & Urdu
English meaning of madd-e-muqaabil
Noun, Masculine
- adversary, equal, rival, opponent, antagonist
- parallel lines
- mutual accounts of two merchants
- (accounting) a mode of income and expenditure positioned opposite to each other
Sher Examples
maza dekhā kisī ko ai parī-rū muñh lagāne kā
ab ā.īna bhī kahtā hai ki maiñ madd-e-muqābil huuñ
maza dekha kisi ko ai pari-ru munh lagane ka
ab aaina bhi kahta hai ki main madd-e-muqabil hun
is liye kahte the dekhā muñh lagāne kā maza
ā.īna ab aap kā madd-e-muqābil ho gayā
is liye kahte the dekha munh lagane ka maza
aaina ab aap ka madd-e-muqabil ho gaya
aa.ina sāmne ab aaTh pahar rahtā hai
kahīñ aisā na ho ye madd-e-muqābil ho jaa.e
aaina samne ab aaTh pahar rahta hai
kahin aisa na ho ye madd-e-muqabil ho jae
मद्द-ए-मुक़ाबिल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- बराबर की रेखा
- (मुनीमी) जमा और ख़र्च की मद जो एक दूसरे के बराबर होती है
- विरोधी, प्रतिद्वंद्वी
- (लाक्षणिक) प्रतिपक्षी, दुश्मन
- बराबर की जोड़ या चोट, पद और दर्जे में बराबर, प्रतिद्वंद्वी
- दो व्यापारियों का आपसी खाता
- मुक़ाबले में
مَدِّ مُقابِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- برابر کا خط
- (محاسبی) جمع اور خرچ کی مد جو ایک دوسرے کے محاذی ہوتی ہے
- روبرو
- مخالف، حریف
- (مجازاً) رقیب، دشمن
- برابر کی جوڑ یا چوٹ، ہم پلہ، ہمسر
- دو سوداگروں کا باہمی کھاتا
- مقابلے میں
Urdu meaning of madd-e-muqaabil
- Roman
- Urdu
- baraabar ka Khat
- (maha sibii) jamaa aur Kharch kii mad jo ek duusre ke muhaazii hotii hai
- ruubaruu
- muKhaalif, hariif
- (majaazan) raqiib, dushman
- baraabar kii jo.D ya choT, hampallaa, hamsar
- do saudaagro.n ka baahamii khaataa
- muqaable me.n
Antonyms of madd-e-muqaabil
Showing search results for: English meaning of maddemukaabil, English meaning of maddemukabil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (madd-e-muqaabil)
madd-e-muqaabil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone