Search results
Saved words
Showing results for "me.nhdii"
Meaning ofSee meaning me.nhdii in English, Hindi & Urdu
English meaning of me.nhdii
Sher Examples
jaane kyuuñ meñhdī rachā rakkhī hai mere viir ne
jaane kyuuñ ham laḌkiyoñ ke paañv meñ zanjīr hai
jaane kyun meinhdi racha rakkhi hai mere wir ne
jaane kyun hum laDkiyon ke panw mein zanjir hai
aa.eñ merī bazm-e-mātam meñ vo kyā
haath meñ meñhdī rachī achchhī nahīñ
aaen meri bazm-e-matam mein wo kya
hath mein meinhdi rachi achchhi nahin
meñhdī mal kar vo shoḳh kahtā hai
señk leñ āñkheñ chashm-e-tar vaale
meinhdi mal kar wo shoKH kahta hai
senk len aankhen chashm-e-tar wale
مِنْہدی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- رک : مہندی
- شادی سے پہلے کی ایک رسم کا نام جس میں دلہن کے گھر سے دولھا کے یہاں منہدی کے ساتھ سنگھار کی اور چیزیں بھیجی جاتی ہیں (دولھا کی سالیاں دولھا کے مہندی لگاتی اور انگوٹھی پہناتی ہیں)
- محرم کی ایک تعزیہ داری ؛ سبز کاغذ کی ایک چوگوشہ چیز بنا کر اور اس کے چاروں گوشوں میں سرخ اور سبز شمعیں روشن کر کے تعزیہ خانوں نیز درگاہوں میں رکھتے ہیں
- دلہن کی تعریف میں لکھے جانے والے اشعار جو دلہن کے عزیز اسے پیش کرتے ہیں ۔
- وہ ماتمی اشعار یا وہ نظمیں جو محرم کی منہدی کے موقعوں پر پڑھی جاتی ہیں
- وہ مسالا جو سفید داڑھی پر خضاب کرنے سے پہلے لگایا جاتا ہے جو حنا سے مرکب ہوتا ہے
Urdu meaning of me.nhdii
- Roman
- Urdu
- ruk ha mehandii
- shaadii se pahle kii ek rasm ka naam jis me.n dulhan ke ghar se duulhaa ke yahaa.n manahdii ke saath singhaar kii aur chiize.n bhejii jaatii hai.n (duulhaa kii saaliiyaa.n duulhaa ke mehandii lagaatii aur a.nguuThii pahnaatii hai.n
- muharram kii ek taaziyaadaarii ; sabaz kaaGaz kii ek chaugosha chiiz banaa kar aur is ke chaaro.n gosho.n me.n surKh aur sabaz shammaa.e.n roshan kar ke taaziyaa Khaano.n niiz dargaaho.n me.n rakhte hai.n
- dulhan kii taariif me.n likhe jaane vaale ashaar jo dulhan ke aziiz use pesh karte hai.n
- vo maatamii ashaar ya vo nazme.n jo muharram kii manahdii ke mauqo.n par pa.Dhii jaatii hai.n
- vo masaala jo safaid daa.Dhii par Khizaab karne se pahle lagaayaa jaataa hai jo hina se murkkab hotaa hai
Related searched words
me.nhdii
henna, the henna plant or its leaves used in form of paste to dye hands and feet of (esp.) women and head and beards of men, a marriage custom or occasion of South Asian marriage ceremonies, a representation of henna made of paper in the memory of Hazrat
Showing search results for: English meaning of menhdee, English meaning of menhdi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (me.nhdii)
me.nhdii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone