Search results
Saved words
Showing results for "naa-mehrbaa.n"
Meaning ofSee meaning naa-mehrbaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of naa-mehrbaa.n
Adjective, Masculine, Singular
- unfriendly, unkind
- unkind Aurangzeb gave his brother Dara-Shukoh the title of 'Biradar-e-Na-Meharban'
Sher Examples
husn ko ik husn hī samjhe nahīñ aur ai 'firāq'
mehrbāñ nā-mehrbāñ kyā kyā samajh baiThe the ham
husn ko ek husn hi samjhe nahin aur ai 'firaq'
mehrban na-mehrban kya kya samajh baiThe the hum
phirte haiñ kab se dar-ba-dar ab is nagar ab us nagar ik dūsre ke ham-safar maiñ aur mirī āvārgī
nā-āshnā har rah-guzar nā-mehrbāñ har ik nazar jaa.eñ to ab jaa.eñ kidhar maiñ aur mirī āvārgī
phirte hain kab se dar-ba-dar ab is nagar ab us nagar ek dusre ke ham-safar main aur meri aawargi
na-ashna har rah-guzar na-mehrban har ek nazar jaen to ab jaen kidhar main aur meri aawargi
ai dil mujhe aisī jagah le chal jahāñ koī na ho
apnā parāyā mehrbāñ nā-mehrbāñ koī na ho
ai dil mujhe aisi jagah le chal jahan koi na ho
apna paraya mehrban na-mehrban koi na ho
ना-मेहरबाँ के हिंदी अर्थ
विशेषण, पुल्लिंग, एकवचन
- बेरहम, दयाहीन, दुश्मन शत्रु, बेमुरव्वत
- औरंगज़ेब ने अपने भाई दारा-शिकोह को 'बिरादर-ए-ना-मेहरबान' की उपाधि दी थी
نا مِہرباں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، مذکر، واحد
- جو مہربان نہ ہو، جو مہربانی نہ کرے، بے رحم، بے مہر، بے مروت مراد: دشمن، بدخواہ
- اورنگ زیب نے دارشکوہ کو 'برادر نامہربان' کا خطاب دیا تھا
Urdu meaning of naa-mehrbaa.n
- Roman
- Urdu
- jo mehrbaan na ho, jo mehrbaanii na kare, beraham, bemehar, bemuravvat muraadah dushman, badaKhvaah
- aurangzeb ne daar shikva ko 'biraadar naamiharbaa.n' ka Khitaab diyaa tha
Related searched words
Showing search results for: English meaning of naamehrbaan, English meaning of namehrban
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaak
ख़ाक
.خاک
dust, earth, land
[ Khak se bana insaan zamin par bahut akad kar chalta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sanam
सनम
.صَنَم
idol, sculpture; beloved, sweetheart lover
[ Sanam ki surat bana kar baar-baar dekh lene se mohabbat ki pyas nahin bujhti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dum
दुम
.دُم
tail, one who follows someone all the time
[ Mor ke dum bahut lambe aur khubsoorat hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rauGan
रौग़न
.رَوغَن
oil, butter, grease, varnish
[ Kuch khane apko bahut pasand the sirka, shahad, halwa, raughan-e-zaitoon, kaddoo khususiyat ke sath pasand karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
guluu-band
गुलू-बंद
.گُلُوبَنْد
a kind of necklace, muffler, scarf
[ Dost ne naye saal ke jo tohfe bheje us mein gulooband, uni topi aur dastane the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasanno'
तसन्नो'
.تَصَنُّع
artificiality, fabrication
[ Tasanno se asliyat chhup jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'dan
मा'दन
.مَعْدَن
mine, quarry
[ Koyla bahut qimti maadan hai jo qudrat ki taraf se insan ko ek tohfa hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masiih
मसीह
.مَسِیْح
Lord Jesus Christ, the Messiah, beloved, blessed, sincere
[ Apni zindagi mein Isaa Maseeh ko beshumar mushkilat se guzarna paDa ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baazuu
बाज़ू
.بازُو
arm
[ Lakdi ko baazu, kalayi ya hath ke ek kinare par bandh diya jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tukma
तुक्मा
.تُک٘مَہ
button
[ Aapke kapde ka ek tukma toot gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (naa-mehrbaa.n)
naa-mehrbaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone