Search results
Saved words
Showing results for "nazar-baaz"
Meaning ofSee meaning nazar-baaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of nazar-baaz
Sher Examples
go ki āñkheñ laḌā.eñ ham us se
yaañ nazar-bāz kaun hai apnā
go ki aankhen laDaen hum us se
yan nazar-baz kaun hai apna
pur-soz nazar-bāz o niko-bīn o kam aarzū
āzād o giraftār o tahī kiisa o ḳhursand
pur-soz nazar-baz o niko-bin o kam aarzu
aazad o giraftar o tahi kisa o KHursand
kartā huuñ maiñ duzdīda-nazar gar kabhī us par
nazroñ meñ parakh le hai nazar-bāz to dekho
karta hun main duzdida-nazar gar kabhi us par
nazron mein parakh le hai nazar-baz to dekho
नज़र-बाज़ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- पहचान और परख रखने वाला, अच्छे और बुरे को पहचानने वाला, किसी बात को ताड़ जाने वाला, किसी चीज़ या आदमी के पहचानने में पूर्ण महारत रखने वाला, ताड़ने वाला, अच्छा-बुरा परखने वाला, पारखी
- देखने वाला, दर्शन करने वाला, दर्शक
- आँखें लड़ाने वाला, ताक-झाँक करने वाला, नज़र लड़ाने वाला, आशिक़ मिज़ाज
- दुश्मन या चोर या संदिग्ध लोगों का पता चलाने और खोज लगा लेने वाला, संदिग्ध व्यक्ति की पहचान में महारत रखने वाला, जासूस
- ( सांकेतिक) तेज़ नज़र रखने वाला, चालाक
- करतब दिखाने वाला, वो जो तमाशा दिखाए, मदारी
نَظَر باز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- پہچان اور پرکھ رکھنے والا، نیک و بد کا پہچاننے والا، کسی بات کو تاڑ جانے والا، صاحب نظر، مردم شناس، کسی چیز یا آدمی کے پہچاننے میں کامل مہارت رکھنے والا، مشاہدے کی گہری نظر رکھنے والا
- دیکھنے والا، مشاہدہ کرنے والا، ناظر
- حسن پرست، تاک جھانک کرنے اور گھورنے والا، عاشق مزاج نیز وہ شخص جو صرف دیکھنے کا مزہ اٹھائے
- دشمن یا چور یا مشتبہ لوگوں کا پتا چلانے اور کھوج لگا لینے والا، مشکوک افراد کی شناخت میں مہارت رکھنے والا، سراغ رساں، جاسوس
- (کنایۃً) چالاک، تیز طرار، دھوکے باز
- کرتب دکھانے والا مداری، وہ جو تماشا دکھائے
Urdu meaning of nazar-baaz
- Roman
- Urdu
- pahchaan aur parakh rakhne vaala, nek-o-bad ka pahchaanne vaala, kisii baat ko taa.D jaane vaala, saahib nazar, mardumashnaas, kisii chiiz ya aadamii ke pahchaanne me.n kaamil mahaarat rakhne vaala, mushaahide kii gahirii nazar rakhne vaala
- dekhne vaala, mushaahidaa karne vaala, naazir
- husnaprast, taak jhaank karne aur ghuurne vaala, aashiq mizaaj niiz vo shaKhs jo sirf dekhne ka mazaa uThaa.e
- dushman ya chor ya mushtaba logo.n ka pata chalaane aur khoj laga lene vaala, mashkuuk afraad kii shanaaKht me.n mahaarat rakhne vaala, suraaG rasaan, jaasuus
- (kanaa.en) chaalaak, tez tarraar, dhoke baaz
- kartab dikhaane vaala madaarii, vo jo tamaashaa dikhaa.e
Synonyms of nazar-baaz
Related searched words
Showing search results for: English meaning of najarbaaj, English meaning of najarbaj
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadami ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (nazar-baaz)
nazar-baaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone