Search results
Saved words
Showing results for "paikar-e-tasviir"
Meaning ofSee meaning paikar-e-tasviir in English, Hindi & Urdu
English meaning of paikar-e-tasviir
Noun, Feminine
- frame of the picture, the figure in the picture
Sher Examples
naqsh fariyādī hai kis kī shoḳhi-e-tahrīr kā
kāġhzī hai pairahan har paikar-e-tasvīr kā
naqsh fariyaadi hai kis ki shoKHi-e-tahrir ka
kaghzi hai pairahan har paikar-e-taswir ka
aa.ina paikar-e-tasvīr nigāh-e-mushtāq
jise dekhā tirī mahfil meñ vo hairāñ niklā
aaina paikar-e-taswir nigah-e-mushtaq
jise dekha teri mahfil mein wo hairan nikla
maiñ bhī ai surḳhi-e-be-nām tujhe pahchānūñ
tū hinā hai ki lahū paikar-e-tasvīr meñ aa
main bhi ai surKHi-e-be-nam tujhe pahchanun
tu hina hai ki lahu paikar-e-taswir mein aa
पैकर-ए-तस्वीर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- चित्र में आकृति, चित्र का आकार
پَیکَر تَصْوِیر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- تصویر یا نقش انسانی کا سراپا، تصویر کا خاکہ، مصور، تصویر میں اعداد و شمار
- (مجازاََ) ساکت، خاموش
Urdu meaning of paikar-e-tasviir
- Roman
- Urdu
- tasviir ya naqsh insaanii ka saraapaa, tasviir ka Khaakaa, musavvir, tasviir me.n aadaad-o-shumaar
- (mujaazaa) saakit, Khaamosh
Showing search results for: English meaning of paikaretasveer, English meaning of paikaretasvir
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shikaayat
शिकायत
.شِکایَت
complaint, accusation
[ Police ka sataya aadami aakhir kisse shikayat kare ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuuhaat
फ़ुतूहात
.فُتُوحات
numerous victories or conquests
[ Sikandar ki Futuhat ne hi use saltanat ko aur phialane ka hausla diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mas.ala
मसअला
.مَسْئَلَہ
matter, affair, proposition, problem
[ Aaj ka masala sachche lafz ki daryaft hai aur sachche lafz ki daryaft kaise ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
in'aam
इन'आम
.اِنْعام
reward, award, prize
[ Rahim ko ek lakh rupye inaam mein mile ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahal
महल
.مَحَل
house, building, palace
[ Quli Qutub Shah ne mushaeron ke liye darbar ko na-mauzun (unsuitable) khayal karte hue ek alag mahal tamir kara diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaraahat
जराहत
.جَراحَت
surgery
[ Pathari ke operation ke liye mariz ko 'kamra baraye Jarahat' mein le jaya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'imaarat
'इमारत
.عِمارَت
building, house, edifice
[ Tanha aadami imarat kaise tamir kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hikaayat
हिकायत
.حِکایَت
story, tale
[ Ek hikayat ke mutabiq Sawarni Manu ki paidaish Surya ki biwi Chhaya ke shikam se huyi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaflat
ग़फ़लत
.غَفْلَت
carelessness, thoughtlessness, negligence
[ Raihan ne apni sehat ke baare mein ghaflat barti, jis ka use baad mein afsos hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zikr
ज़िक्र
.ذِکْر
narration, telling, recital, report, talk
[ Jalpari ek tasswurati jandar hai jiska zikr hamen kahaniyon mein milta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (paikar-e-tasviir)
paikar-e-tasviir
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone