Search results
Saved words
Showing results for "parchhaa.ii.n"
Meaning ofSee meaning parchhaa.ii.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of parchhaa.ii.n
Noun, Feminine
- shadow, reflection, shade
- influence of an evil spirit
- imagination, fancy, imaginary thing
Sher Examples
yādoñ ne use toḌ diyā maar ke patthar
ā.īne kī ḳhandaq meñ jo parchhā.īñ paḌī thī
yaadon ne use toD diya mar ke patthar
aaine ki KHandaq mein jo parchhain paDi thi
mujh ko chhāñv meñ rakhā aur ḳhud bhī vo jaltā rahā
maiñ ne dekhā ik farishta baap kī parchhā.īñ meñ
mujh ko chhanw mein rakha aur KHud bhi wo jalta raha
main ne dekha ek farishta bap ki parchhain mein
phir chāñdnī lage tirī parchhā.īñ kī tarah
phir chāñd terī shakl meñ Dhaltā dikhā.ī de
phir chandni lage teri parchhain ki tarah
phir chand teri shakl mein Dhalta dikhai de
परछाईं के हिंदी अर्थ
پَرْچھائِیں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- (کسی چیز کا) عکس، سایہ، چھاؤں
- اثر، عادات و خصائل کا پرتو، مثل
- بھوت پریت کا برا سایہ
- (مجازاََ) بے حقیقت بات، تصور یا تخیل جس کا حقیقت میں وجود نہ ہو
Urdu meaning of parchhaa.ii.n
- Roman
- Urdu
- (kisii chiiz ka) aks, saayaa, chhaa.o.n
- asar, aadaat-o-Khasaa.il ka parto, misal
- bhuut pret ka buraa saayaa
- (mujaazaa) behaqiiqat baat, tasavvur ya taKhayyul jis ka haqiiqat me.n vajuud na ho
Synonyms of parchhaa.ii.n
Antonyms of parchhaa.ii.n
Idioms of parchhaa.ii.n
Related searched words
parchhan
(اہل ہنود) بیاہ کی ایک رسم جس میں بارات دروازے پر آنے کے وقت دلہن کی طرف کی عورتیں دولھا کے پاس جاتی ہیں اور اسے دہی اور چاول کے دانوں کا ٹیکہ لگاتی ، اس کے گرد گھوم کر رسم ادا کرتی ہیں اور اس کے اوپر سے موسل بٹہ وغیرہ گھماتی ہیں
Showing search results for: English meaning of parchaain, English meaning of parchain
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jisse bimari badh jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Sarkar ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadami ko buz-dil kahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahamiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (parchhaa.ii.n)
parchhaa.ii.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone