Search results
Saved words
Showing results for "sail-e-ashk"
Meaning ofSee meaning sail-e-ashk in English, Hindi & Urdu
English meaning of sail-e-ashk
Persian, Arabic - Noun, Masculine
- flood of tears, sad, sorrow
Sher Examples
har sail-e-ashk sāhil-e-taskīñ hai āj-kal
dariyā kī mauj mauj kinārā hai in dinoñ
har sail-e-ashk sahil-e-taskin hai aaj-kal
dariya ki mauj mauj kinara hai in dinon
paayā na dil bahāyā huā sail-e-ashk kā
maiñ panja-e-mizha se samundar bilo chukā
paya na dil bahaya hua sail-e-ashk ka
main panja-e-mizha se samundar bilo chuka
ye sail-e-ashk hai barbād kar ke chhoḌegā
ye ghar na pāoge dariyā agar utar bhī ga.e
ye sail-e-ashk hai barbaad kar ke chhoDega
ye ghar na paoge dariya agar utar bhi gae
सैल-ए-अश्क के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, पुल्लिंग
- आँसुओं की बाढ़, अत्यंत दुःख होना, रंज का होना
سَیلِ اَشْک کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مذکر
- آنسوؤں کی باڑھ، انہتائی رنج ہونا، دکھ کا ہونا
Urdu meaning of sail-e-ashk
- Roman
- Urdu
- aa.nsuu.o.n kii baa.Dh, anahtaa.ii ranj honaa, dukh ka honaa
Showing search results for: English meaning of saileashk, English meaning of saileashq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqaabir
मक़ाबिर
.مَقابِر
tombs, graves
[ Maqaabir ke ird-gird phoolon ki kyaariyon ne jagah ko aur bhi khoobsurat bana diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baGaavat
बग़ावत
.بَغاوَت
revolution, breach of law
[ Badhti mahangai ke khilaf awam ko baghawat karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mulzim
मुल्ज़िम
.مُلْزِم
accused, charged
[ Wakil ne kaha main adalat se appeal karta hun ki mulzim aur gawah aur nazirin (Audience) ko sanjida hone ki hidayat ki jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'tariz
मो'तरिज़
.مُعْتَرِض
opposer, objector
[ Un jhandon ko hath se phenk do jin par qaum motariz hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqaabil
मुक़ाबिल
.مُقابِل
comparing, matching, corresponding, matching, resembling, like
[ Har siyasi party apne mukhalif party ko muqabil ki jagah mutabadil samajhne lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maahir
माहिर
.ماہِرْ
expert
[ Maahir ustaad bachchon ko behtarin tariqe se padhate hain taki vo achche number haasil kar sakein ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaht
क़हत
.قَحْط
drought, dearth
[ Aisa qaht pada ki faqiron ke bhi sabr ka panv dagmagaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saame'
सामे'
.سامِع
listener
[ Sher ki badi khubi to yahi hai ki jis asar ke maa-tahat sher kaha jaaye wo asar saame par bhi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.ir
ज़ाइर
.زَائِر
pilgrim, visitor
[ Dil ki bimari mein mubtala Ajmer dargah ki ziyarat ko gaye zaair ki jaan bacha li gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhaajir
मुहाजिर
.مُہاِجِر
abandoning, quitting, one who quits (his country, immigrant
[ Muhaajir bachchon ke liye kuch mulkon mein khusoosi schools qaayam kiye gaye hain taki vo vahaan taalim haasil kar sakein ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (sail-e-ashk)
sail-e-ashk
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone