Search results
Saved words
Showing results for "shabnam"
Meaning ofSee meaning shabnam in English, Hindi & Urdu
English meaning of shabnam
Noun, Feminine
-
night-moisture, dew
Example • Sub.h-sub.h nange paanv baghichon mein chahal-qadmi karne par pairon mein shabnam ki tari se sukoon ka ehsas hua
Noun, Masculine
- a kind of fine linen, a very fine muslin
Sher Examples
pūchho na araq ruḳhsāroñ se rañgīnī-e-husn ko baḌhne do
sunte haiñ ki shabnam ke qatre phūloñ ko nikhārā karte haiñ
puchho na araq ruKHsaron se rangini-e-husn ko baDhne do
sunte hain ki shabnam ke qatre phulon ko nikhaara karte hain
un ke ruḳhsār pe Dhalke hue aañsū tauba
maiñ ne shabnam ko bhī sho.aloñ pe machalte dekhā
un ke ruKHsar pe Dhalke hue aansu tauba
main ne shabnam ko bhi shoalon pe machalte dekha
shabnam ke aañsū phuul par ye to vahī qissa huā
āñkheñ mirī bhīgī huī chehra tirā utrā huā
shabnam ke aansu phul par ye to wahi qissa hua
aankhen meri bhigi hui chehra tera utra hua
शबनम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
-
रात के समय फूल पौधों पर जमने वाली नमी, आकाश-जल, ओस, शीत
उदाहरण • सुबह-सुबह नंगे पाँव बाग़ीचों में चहल-क़दमी करने पर पैरों में शबनम की तरी से सुकून का एहसास हुआ
- (सूफ़ीवाद) शबनम ख़ुदा की मेहरबानी और अंतर्ज्ञान को कहते हैं जिससे स्वच्छता अशुद्धता से मुक्त और आंतरिक होती है और मन की कोमलता प्राप्त होती है
- रात की नमी, ओस
- एक सफ़ेद और बारीक कपड़ा
संज्ञा, पुल्लिंग
-
एक ढंग का सफ़ेद और बहुत महीन कपड़ा, एक बारीक मलमल
उदाहरण • हिंदुस्तानी और विलायती कपड़े कि अस्ल उनकी रूई से है सादा और नक़्शदार (बेल-बूटेदार) जैसे शबनम और मलमल
شَبْنَم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
-
وہ رطوبت جو پانی یا پانی کی چھوٹی چھوٹی بوندوں کی شکل میں رات کو ہوا میں سے زمین پر نمودار ہوتی ہے
مثال • صبح صبح ننگے پاؤں باغیچوں میں چہل قدمی کرنے پر پیروں میں شبنم کی تری سے سکون کا احساس ہوا
- (تصوف) شبنم فیض حق کو کہتے ہیں جس سے تصفیہ طاہری اور باطنی ہوتا ہے اور شگفتگی قلب حاصل ہوتی ہے
- رات کی نمی، اوس
- ایک سفید اور باریک کپڑا، اسناد اور مرکبات کے لیے
اسم، مذکر
-
ایک وضع کا سفید اور نہایت مہین کپڑا، ایک باریک ململ
مثال • ہندوستانی اور ولایتی کپڑے کہ اصل اُن کی روئی سے ہے سادہ اور نقش دار جیسے شبنم اور ململ
Urdu meaning of shabnam
- Roman
- Urdu
- vo ratuubat jo paanii ya paanii kii chhoTii chhoTii buundo.n kii shakl me.n raat ko havaa me.n se zamiin par namuudaar hotii hai
- (tasavvuf) shabnam faiz haq ko kahte hai.n jis se tasfiiyaa taahrii aur baatinii hotaa hai aur shaguftagii qalab haasil hotii hai
- raat kii namii, os
- ek safaid aur baariik kap.Daa, asnaad aur murakkabaat ke li.e
- ek vazaa ka safaid aur nihaayat muhiin kap.Daa, ek baariik malmal
Compound words of shabnam
Related searched words
shabnam-ser
(جغرافیہ طبیعی) ہوا کی وہ حالت جب اس کا مزاج سرد ہوتا ہے اور وہ بخارات اٹھانے کی زیادہ متحمل نہیں ہوتی ، اس لیے اپنی سردی سے ان میں کثافت پیدا کر دیتی ہے اتنی سرد ہوا جس میں مزید آبخرات سما نہ سکیں.
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koyi na koyi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jisse tamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istimal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koyi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadami ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koyi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (shabnam)
shabnam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone