Search results
Saved words
Showing results for "shukraana"
Meaning ofSee meaning shukraana in English, Hindi & Urdu
Vazn : 222
Word Family: sh-k-r
English meaning of shukraana
Persian, Arabic - Noun, Masculine
- gratitude, thanksgiving
- act of offering thanks for favours or mercies, grateful return, thank-offering
-
a present made to a pleader, (over and above the legal fees) by a successful litigant
Example • Unse ulta rishwat mein maal lete the jiska naam hadiya, shukrana aur nazrana rakh chhoda tha
Sher Examples
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vāste
har ik jafā-e-dost pe shukrāna chāhiye
shikwa hai kufr ahl-e-mohabbat ke waste
har ek jafa-e-dost pe shukrana chahiye
itaab o lutf jo farmāo har sūrat se raazī haiñ
shikāyat se nahīñ vāqif hameñ shukrāna aatā hai
itab o lutf jo farmao har surat se raazi hain
shikayat se nahin waqif hamein shukrana aata hai
kuchh apne dil kī ḳhū kā bhī shukrāna chāhiye
sau baar un kī ḳhū kā gilā kar chuke haiñ ham
kuchh apne dil ki KHu ka bhi shukrana chahiye
sau bar un ki KHu ka gila kar chuke hain hum
शुकराना के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, पुल्लिंग
- नमाज़, रोज़ा (उपवास) आदि या किसी और रूप में किसी के प्रति आभार व्यक्त करना, शुक्रिया, कृतज्ञता
- किसी काम की सफलता पर प्रयास करने वाले को सम्मानार्थ दिया जाने वाला धन, वह धन जो कार्य हो जाने के पश्चात धन्यवाद के रूप में किसी को दिया जाय, जैसे: वकीलों का शुक्राना, ज़मीनदारों का शुक्राना इत्यादि
-
वह राशि जो बिना किसी परिश्रम या प्रयास के किसी कृतज्ञता के बदले लिया जाए, रिश्वत, घुस
उदाहरण • उनसे उलटा रिश्वत में माल लेते थे जिसका नाम हदिया, शुकराना और नज़राना रख छोड़ा था
شُکْرانَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مذکر
- شکر گزاری، نماز، روزے یا کسی اور شکل میں کسی احسان کا شکریہ ادا کرنا، شکر
- وہ رقم جو کامیابی کے بعد حق محنت کے علاوہ وکیل، اس کے محرر یا پیروکار کو دی جائے
-
وہ روپیہ پیسہ جو بغیر کسی محنت کے، کسی احسان کے بدلے میں لیا جائے، رشوت، ناجائز مطالبہ
مثال • ان سے الٹا رشوت میں مال لیتے تھے جس کا نام ہدیہ، شکرانہ اور نذرانہ رکھ چھوڑا تھا
Urdu meaning of shukraana
- Roman
- Urdu
- shukraguzaarii, namaaz, roze ya kisii aur shakl me.n kisii ehsaan ka shukriya ada karnaa, shukr
- vo raqam jo kaamyaabii ke baad haq mehnat ke ilaava vakiil, is ke muharrir ya pairokaar ko dii jaaye
- vo rupyaa paisaa jo bagair kisii mehnat ke, kisii ehsaan ke badle me.n liyaa jaaye, rishvat, naajaayaz mutaaliba
Related searched words
Showing search results for: English meaning of shukrana, English meaning of shuqraana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mafhuum
मफ़्हूम
.مَفہُوم
meaning, sense
[ Ashaar ke makhfi aur zahiri do mafhoom hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fikr
फ़िक्र
.فِکْر
thought, consideration
[ Ye baat taslim ki jati hai ki gaur-o-fikr ka markaz hamara dimagh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaa'iz
वा'इज़
.واعِظ
preacher, adviser, admonisher
[ Maulana Azad mujahid-e-azadi (Freedom Fighter) ke sath-sath ek achhe waaiz bhi the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qist
क़िस्त
.قِسْط
a stipulated rate and time of payment (of revenue, a tax, kist, instalment
[ Panch rupaye mahina ki qist par sau rupaye qarz le kar Eid manayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muta.assir
मुतअस्सिर
.مُتَأثِّر
affected
[ Narmada bandh mansube se muta.assir logon ki baz-abadkari (Rehabilitation) ki jayegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqbara
मक़बरा
.مَقبَرَہ
tomb, mausoleum, sepulchre
[ Sham ke jhutpute mein camera Jahangir ke maqbare ko wahan dikhata hai jahan Asif Jaah ka maqbara hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHubs
ख़ुब्स
.خُبْث
wickedness, depravity
[ Aalam (the world) yaani hasti se khubs ka bil-kulliya (totally) uth jana sahi nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faateh
फ़ातेह
.فاتِح
conqueror
[ Changez Khan futuhat ke lihaz se duniya ka fateh-e-aazam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inhidaam
इंहिदाम
.اِنْہِدام
being thrown down, demolition
[ Mazhabi imaraton ke inhidam se ham ko ihtiraz karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naaqid
नाक़िद
.ناقِد
critic, fault-finder
[ Baaz naqid yah kahte hain ki daur-e-hazir (Modern Period) mein Ghazal-goi ka daera mahdud ho gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (shukraana)
shukraana
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone