Search results
Saved words
Showing results for "taaro.n-bharii"
Meaning ofSee meaning taaro.n-bharii in English, Hindi & Urdu
English meaning of taaro.n-bharii
Adjective
- full of stars, starry
Sher Examples
ajab chashmak-zanī thī vasl kī raat
nazar un kī thī aur tāroñ-bharī raat
ajab chashmak-zani thi wasl ki raat
nazar un ki thi aur taron-bhari raat
ham-safar rāh-e-adam meñ na ho tāroñ-bharī raat
ham pahuñch jā.eñge is ābla-pā se pahle
ham-safar rah-e-adam mein na ho taron-bhari raat
hum pahunch jaenge is aabla-pa se pahle
phir kar rahā huuñ āsmāñ kī ḳhvāhish
phir tāroñ-bharī vo raat chāhtā huuñ
phir kar raha hun aasman ki KHwahish
phir taron-bhari wo raat chahta hun
تاروں بَھری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- (وہ کپڑا یا اوڑھنی) جس میں ستارے ٹن٘کے ہوں
Urdu meaning of taaro.n-bharii
- Roman
- Urdu
- (vo kap.Daa ya o.Dhnii) jis me.n sitaare Tanke huu.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of taaronbharee, English meaning of taaronbhari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dikhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadami ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice,
[ Hirs buri chiz hai aadami ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous,
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadami ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (taaro.n-bharii)
taaro.n-bharii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone