Search results
Saved words
Showing results for "tafsiil"
Meaning ofSee meaning tafsiil in English, Hindi & Urdu
English meaning of tafsiil
Noun, Feminine
- analysis, separation, division
- explaining distinctly or in detail
- explanation
- particulars, details
Sher Examples
māñgtī hai ab mohabbat apne hone kā subūt
aur maiñ jaatā nahīñ iz.hār kī tafsīl meñ
mangti hai ab mohabbat apne hone ka subut
aur main jata nahin izhaar ki tafsil mein
ik zalzale ke shor meñ sab log dab ga.e
ho ab bayāñ tabāhī kī tafsīl kis tarah
ek zalzale ke shor mein sab log dab gae
ho ab bayan tabahi ki tafsil kis tarah
तफ़्सील के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- कैफियत। विवरण।
- विस्तृत वर्णन।
- विस्तार से वर्णन; विवरण
- कैफ़ियत; तशरीह
- कठिन शब्द या पद आदि का सरलीकरण; व्याख्या; टीका
- विवरण, विस्तार से बताना
- ब्योरा; सूची।
- विस्तार, विवरण, स्पष्टता, तौज़ीह
تَفْصِیل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- (شرح و بسط کے ساتھ) کیفیت، بیان، تذکرہ
- تشریح، تفسیر، تصریح، واضح بیان، کھول کر وضاحت سے بیان کرنا
- دو چیزوں کے درمیان امتیاز کرنا یا الگ الگ سمجھنا یا دیکھنا
- فرد کے مقابلے میں ذیلی تشریح کا زائد اور بیکار پھیلاوا
- (تصوف) درجات، مدارج، منازل سلوک، مرتبہ کے تحتی، مرتبہ واحدت اور مرتبہ الوہیت اور مرتبہ ربوبیت کی صفات کو مرتبہ تفصیل کہتے ہیں اس لیے کہ اس مرتبہ میں تمامی صفات اور اسماء اور افعال ذات سے جدا اعتبار کیے جاتے ہیں یعنی باوجود عینیت علیحدہ علیحدہ ہو کر ظہور میں آتے ہیں اور ان اشیا کی عینیت ذات سے کبھی زائل نہیں ہوتی
Urdu meaning of tafsiil
- Roman
- Urdu
- (sharah-o-bast ke saath) kaifiiyat, byaan, tazakiraa
- tashriih, tafsiir, tasriih, vaazih byaan, khol kar vazaahat se byaan karnaa
- do chiizo.n ke daramyaan imatiyaaz karnaa ya alag alag samajhnaa ya dekhana
- fard ke muqaable me.n zelii tashriih ka zaa.id aur bekaar phailaavaa
- (tasavvuf) darajaat, madaarij, manaazil suluuk, martaba ke tahtii, martaba vaahdat aur martaba uluuhiyat aur martaba rabuubiyat kii sifaat ko martaba tafsiil kahte hai.n is li.e ki is martaba me.n tamaamii sifaat aur asmaa-e-aur afaal zaat se judaa etbaar ki.e jaate hai.n yaanii baavjuud i.iniit alaihdaa alaihdaa ho kar zahuur me.n aate hai.n aur un ashyaa kii i.iniit zaat se kabhii zaa.il nahii.n hotii
Synonyms of tafsiil
Antonyms of tafsiil
Compound words of tafsiil
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tafseel, English meaning of tafsil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
luqma
लुक़्मा
.لُقْمَہ
bite, morsel
[ Niwala-gudazi mein dulha-dulhan ek-dusre ke munh mein luqma dalte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tadbiir
तदबीर
.تَدْبِیر
tactic, way, way out, solution
[ masalon se nipatne ke liye tadabir karni hi padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fuhsh
फ़ुहश
.فُحْش
immodest, lewd, or obscene, speech or language
[ Sauda ne harif ko zalil karne ke liye nihayat darja fuhsh baten likhin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paayanda
पायंदा
.پایَنْدَہ
firmness
[ Jab tak duniya hai bhalayi zinda wa payanda rahegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarmaaya-kaarii
सरमाया-कारी
.سَرْمایَہ کاری
investment
[ Lakhon rupaye sarmaya-kari ke bawajud tijarat mein kuch munafa nahin hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inzimaam
इंज़िमाम
.اِنْضِمام
merger
[ Congress party mein bahut si party ka inzimam hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajviiz
तज्वीज़
.تَجْوِیز
view, opinion, judgment
[ Sakina ne shadi ki tajwiz inkisari ke sath qubul kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zalzala
ज़लज़ला
.زَلْزَلَہ
earthquake, earth tremor
[ Japan mein zalzala ek mustaqil khauf hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaafa'
मुनाफ़ा'
.مُنافَع
the surplus proceeds, or net profits
[ Company munafa ki taqsim aur uski badli huyi suraton ka tajziya karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (tafsiil)
tafsiil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone