Search results
Saved words
Showing results for "tashannuj"
Meaning ofSee meaning tashannuj in English, Hindi & Urdu
English meaning of tashannuj
Noun, Masculine
- disorder, tumult
- Spasmodic contraction (of a muscle)
- cramp
- twitching
- spasm, convulsion
Sher Examples
ek tashannuj ik hichkī phir ik niilī zahrīlī qai
kyā kuchh likh dene jaisā haijān ubhartā aatā hai
ek tashannuj ek hichki phir ek nili zahrili qai
kya kuchh likh dene jaisa haijaan ubharta aata hai
talab kī zillat-o-bechārgī ma.āz-allāh
mirī ḳhudī kā tashannuj hai ye duā kyā hai
talab ki zillat-o-bechaargi maaz-allah
meri KHudi ka tashannuj hai ye dua kya hai
तशन्नुज के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- कांपना, थरथराना ऐठन पड़ना, किसी अंग का अकड़ना, इस प्रकार अकड़ना कि झुके नहीं
تَشَنُّج کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- اینٹھن، اکڑن، کھنچاؤ (اعضاء میں) جھٹکے کی بیماری
- (نباتیات) جیسے جیسے خلیہ پانی کی زیادہ سے زیادہ مقدار جذب کرنے لگتا ہے تو پانی خلیے کے خالیہ میں جمع ہونے لگتا ہے جس کی وجہ سے ایک دباؤ پیدا ہوتا ہے اس دباؤ کی وجہ سے خلیہ مائی عشا اور خلوی دیوار بیرونی جانب پھیلنے لگتے ہیں خلیہ کے اس پھیلاؤ کو تشنج اور کیفیت کو تشنجی کیفیت کہتے ہیں
- (ملکی یا تمدنی) ہنگامہ، ہلچل، کھلبلی، بغاوت، کرب اور بے چینی کی حالت، اضطراب کی کیفیت، سختی
Urdu meaning of tashannuj
- Roman
- Urdu
- i.inThan, ak.Dan, khanchaa.o (aazaa men) jhaTke kii biimaarii
- (nabaatiiyaat) jaise jaise Khaliiyaa paanii kii zyaadaa se zyaadaa miqdaar jazab karne lagtaa hai to paanii Khalii.e ke Khaaliyaa me.n jamaa hone lagtaa hai jis kii vajah se ek dabaa.o paida hotaa hai is dabaa.o kii vajah se Khaliiyaa maa.ii isha aur Khalvii diivaar bairuunii jaanib phailne lagte hai.n Khaliiyaa ke is phailaa.o ko tashannuj aur kaifiiyat ko tashanjii kaifiiyat kahte hai.n
- (mulkii ya tamaddunii) hangaamaa, halchal, khalbalii, baGaavat, karab aur bechainii kii haalat, izatiraab kii kaifiiyat, saKhtii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tashannuz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aahada
मु'आहदा
.مُعاہَدَہ
contract, covenant, agreement, confederacy, alliance
[ Donon fariq ke darimyan ye muahada hua ki vo ek dusre ke muamale mein dakhl na den ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashaddud
तशद्दुद
.تَشَدُّد
violence, oppression
[ Tashaddud se koi masla hal nahin hota lekin har taraf tashaddud ka hi raaj hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaaduu-nigaah
जादू-निगाह
.جادُو نِگاہ
glance which casts a charm, spell
[ Rahim ek jadu-nigah hasina ke aankhon ke tir se ghayal ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shoKH
शोख़
.شوخ
playful, naughty, sprightly, cheerful
[ Bachche ki adaten thodi shokh hon to achchhi lagti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shar
शर
.شَر
evil, wrongdoing, badness
[ Zamin par hone vale sab jhagde aur dange aadami ke shar-pasand hone ke suboot hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dasht
दश्त
.دَشْت
desert, a steppe, an arid plain, a forest
[ Ye ek aisa ilaqa hai jahan hare-bhare jangalat, dast-o-bayaban sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rishvat
रिश्वत
.رِشْوَت
gift for corrupting a judge, a bribe
[ Har mahine tankhvah ke ilawa taqriban bees hazar rupaye rishvat mein mil jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shajar
शजर
.شَجَر
tree, plant, shrub
[ Barfbari ho rahi thi aur shajar jaise thithure huye khade nazar aa rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shutar
शुतर
.شُتَر
camel
[ Shuturmurgh aisa parinda hai jiski gardan aur tangen oont ke mushabeh hoti hain isi liye use shuturmurgh kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir-KHvaar
शीर-ख़्वार
.شِیر خوار
a suckling, infant, babe
[ Bahut chhota bachcha jis ki khurak dudh hi ho use shir-khwar kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (tashannuj)
tashannuj
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone