Search results
Saved words
Showing results for "vabaal-e-jaan"
- English
- Hindi
- Urdu
- Today's Vocabulary
- Blog
- More ▾
Meaning ofSee meaning vabaal-e-jaan in English, Hindi & Urdu
English meaning of vabaal-e-jaan
Persian, Arabic - Adjective
- nuisance, troublesome person or thing, painful for life
Sher Examples
bichhaḌ ke us se zindagī vabāl-e-jān ho ga.ī
vo dil meñ shauq-e-ḳhud-kushī baḌhā baḌhā ke chal diyā
bichhaD ke us se zindagi wabaal-e-jaan ho gai
wo dil mein shauq-e-KHud-kushi baDha baDha ke chal diya
safar meñ har qadam yuuñ to vabāl-e-jān lagtā hai
munāsib ham-safar ho to safar āsān lagtā hai
safar mein har qadam yun to wabaal-e-jaan lagta hai
munasib ham-safar ho to safar aasan lagta hai
andesha-e-ma.āl thā goyā vabāl-e-jān
'tālib' ba-qadr-e-hausla armāñ na kar sake
andesha-e-maal tha goya wabaal-e-jaan
'talib' ba-qadr-e-hausla arman na kar sake
वबाल-ए-जान के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- ज़िंदगी के लिए तकलीफ़देह, जो अधिक मुसीबत का कारण हो
وَبال جان کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- زندگی کے لیے تکلیف دہ، جو نہایت مصیبت کا باعث ہو، عذاب جاں، ناگوار طبع
Urdu meaning of vabaal-e-jaan
- Roman
- Urdu
- zindgii ke li.e takliifdeh, jo nihaayat musiibat ka baa.is ho, azaab jaan, naagavaar taba
Related searched words
Showing search results for: English meaning of vabaalejaan, English meaning of vabaalezaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurabaa
ग़ुरबा
.غُرَبا
poor people
[ Asl jaidad hamesha mahfuz rahegi aur uska munafa fuqara wa ghuraba ko milta rahega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ayaa.n
'अयाँ
.عَیاں
obvious, evident, clear, manifest
[ Dikhai dene wali sabhi chizen ayan hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muraGGan
मुरग़्ग़न
.مُرَغَّن
the food stirring in oil or ghee
[ Aam taur par hotalon mein muragghan khana milta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'attar
मो'अत्तर
.مُعَطَّر
perfumed, fragrant, scented
[ Dhup, agarbatti waghaira ka istimal gharon ko mo'attar karne ke liye kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
milkiyyat
मिलकिय्यत
.مِلْکِیَّت
property
[ Kuchh qaumi rahnuma awami milkiat ko be-rok-tok istimal karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.iqa
ज़ाइक़ा
.ذَائِقَہ
taste, flavour, savour
[ Bhutta bhun kar khane mein zaiqa-dar lagta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afzal
अफ़ज़ल
.اَفْضَل
better, preferable, superior
[ Meri bahnon ka rahna mere paas zachcha-khana mein ba-nisbat ghairon ke bahut afzal aur aala hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kafan
कफ़न
.کَفَن
shroud
[ Sadhu ki kafan zamin tak latak rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qamiis
क़मीस
.قَمِیص
kameez
[ Hamid ne chhint ki ek qamis silvaai hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaaqat
सदाक़त
.صَداقَت
truth, true
[ Gandhiji ki sadaqat sab par ayan hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (vabaal-e-jaan)
vabaal-e-jaan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone