Search results
Saved words
Showing results for "vaqt-e-'aziiz"
Meaning ofSee meaning vaqt-e-'aziiz in English, Hindi & Urdu
English meaning of vaqt-e-'aziiz
Noun, Masculine
- precious, treasured time
Sher Examples
rashk-e-yūsuf hai aah vaqt-e-azīz
umr ik bār-e-kārvānī hai
rashk-e-yusuf hai aah waqt-e-aziz
umr ek bar-e-karwani hai
ġhairat-e-yūsuf hai ye vaqt-e-azīz
'mīr' us ko rā.egāñ khotā hai kyā
ghairat-e-yusuf hai ye waqt-e-aziz
'mir' us ko raegan khota hai kya
rā.egāñ hone na do ai 'shauq' tum vaqt-e-azīz
ye vo shai hai jo nahīñ miltī hai kho jaane ke ba.ad
raegan hone na do ai 'shauq' tum waqt-e-aziz
ye wo shai hai jo nahin milti hai kho jaane ke baad
वक़्त-ए-'अज़ीज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- क़ीमती वक़्त, ज़िंदगी के क़ीमती लमहात
وَقت عَزِیز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- قیمتی وقت ، قیمتی ایام ، زندگی کے قیمتی لمحات
Urdu meaning of vaqt-e-'aziiz
- Roman
- Urdu
- qiimtii vaqt, qiimtii ayyaam, zindgii ke qiimtii lamhaat
Showing search results for: English meaning of vakteaziz, English meaning of vaqteajij
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mafhuum
मफ़्हूम
.مَفہُوم
meaning, sense
[ Ashaar ke makhfi aur zahiri do mafhoom hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fikr
फ़िक्र
.فِکْر
thought, consideration
[ Ye baat taslim ki jati hai ki gaur-o-fikr ka markaz hamara dimagh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaa'iz
वा'इज़
.واعِظ
preacher, adviser, admonisher
[ Maulana Azad mujahid-e-azadi (Freedom Fighter) ke sath-sath ek achhe waaiz bhi the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qist
क़िस्त
.قِسْط
a stipulated rate and time of payment (of revenue, a tax, kist, instalment
[ Panch rupaye mahina ki qist par sau rupaye qarz le kar Eid manayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muta.assir
मुतअस्सिर
.مُتَأثِّر
affected
[ Narmada bandh mansube se muta.assir logon ki baz-abadkari (Rehabilitation) ki jayegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqbara
मक़बरा
.مَقبَرَہ
tomb, mausoleum, sepulchre
[ Sham ke jhutpute mein camera Jahangir ke maqbare ko wahan dikhata hai jahan Asif Jaah ka maqbara hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHubs
ख़ुब्स
.خُبْث
wickedness, depravity
[ Aalam (the world) yaani hasti se khubs ka bil-kulliya (totally) uth jana sahi nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faateh
फ़ातेह
.فاتِح
conqueror
[ Changez Khan futuhat ke lihaz se duniya ka fateh-e-aazam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inhidaam
इंहिदाम
.اِنْہِدام
being thrown down, demolition
[ Mazhabi imaraton ke inhidam se ham ko ihtiraz karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naaqid
नाक़िद
.ناقِد
critic, fault-finder
[ Baaz naqid yah kahte hain ki daur-e-hazir (Modern Period) mein Ghazal-goi ka daera mahdud ho gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (vaqt-e-'aziiz)
vaqt-e-'aziiz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone