Search results
Saved words
Showing results for "naadim"
Meaning ofSee meaning naadim in English, Hindi & Urdu
English meaning of naadim
Sher Examples
kis qadar nādim huā huuñ maiñ burā kah kar use
kyā ḳhabar thī jaate jaate vo duā de jā.egā
kis qadar nadim hua hun main bura kah kar use
kya KHabar thi jate jate wo dua de jaega
tire ġhurūr kī ismat-darī pe nādim huuñ
tire lahū se bhī dāman hai dāġhdār mirā
tere ghurur ki ismat-dari pe nadim hun
tere lahu se bhi daman hai daghdar mera
maiñ sach se gurezāñ huuñ aur jhuuT pe nādim huuñ
vo sach pe pashemāñ hai aur jhuuT par āmāda
main sach se gurezan hun aur jhuT pe nadim hun
wo sach pe pasheman hai aur jhuT par aamada
ab use log samajhte haiñ giraftār mirā
saḳht nādim hai mujhe daam meñ laane vaalā
ab use log samajhte hain giraftar mera
saKHt nadim hai mujhe dam mein lane wala
ham ḳhud bhī hue nādim jab harf-e-duā niklā
samjhe the jise patthar vo shaḳhs ḳhudā niklā
hum KHud bhi hue nadim jab harf-e-dua nikla
samjhe the jise patthar wo shaKHs KHuda nikla
नादिम के हिंदी अर्थ
विशेषण
- लज्जित, शमिंदा, संकुचित, पछताने वाला, पश्चात्ताप करने वाला
نادِم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- شرمندہ، خجل، شرمسار، پشیمان، جسے ندامت ہو
Urdu meaning of naadim
- Roman
- Urdu
- sharmindaa, Khajal, sharmasaar, pashemaan, jise nadaamat ho
Synonyms of naadim
Antonyms of naadim
Idioms of naadim
Rhyming words of naadim
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nadim
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke jate hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.er
ज़ाएर
.زَائِر
pilgrim, visitor
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Qadir, siyah choghe mein malboos girje ke markazi phaatak ko khol ke andar chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast waar kiya aur rustam vahin fauran dher ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
race, track, clue
[ Police ne shahr mein elan karaa diya ki jo koi chor ka suraagh lagayega usko bees hazar rupaye inaam mein diya jayega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaahiyyat
सलाहिय्यत
.صَلاحِیَّت
ability, capability
[ Salahiyyat ki buniyad par officon mein ohdon ki taqsim honi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (naadim)
naadim
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone