Search results
Saved words
Showing results for "huu.n"
Meaning ofSee meaning huu.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of huu.n
Noun, Feminine, Inexhaustible
- Yes
Interjection
- yes! well! very well! exactly! humph!
Verb
- am
Sher Examples
maiñ bhī bahut ajiib huuñ itnā ajiib huuñ ki bas
ḳhud ko tabāh kar liyā aur malāl bhī nahīñ
main bhi bahut ajib hun itna ajib hun ki bas
KHud ko tabah kar liya aur malal bhi nahin
maanā ki terī diid ke qābil nahīñ huuñ maiñ
tū merā shauq dekh mirā intizār dekh
mana ki teri did ke qabil nahin hun main
tu mera shauq dekh mera intizar dekh
achchhā ḳhāsā baiThe baiThe gum ho jaatā huuñ
ab maiñ aksar maiñ nahīñ rahtā tum ho jaatā huuñ
achchha KHasa baiThe baiThe gum ho jata hun
ab main aksar main nahin rahta tum ho jata hun
हूँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग, अव्यय
- अनुमोदन, समर्थन या स्वीकृति का सूचक शब्द।
- किसी प्रश्न के उत्तर में स्वीकृति का सूचक शब्द।
- किसी बात पर एक स्वीकृति सूचक अक्षर
- सावधानी सूचक शब्द, ‘हाँ, घृणा, सूचक शब्द, नहीं।
- किसी बात को सुनते समय अपनी सचेतता प्रकट करने का शब्द।
ہُوں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- (اجازت کے موقع پر مستعمل) ہاں ، بلاؤ ۔
- (ناگواری ظاہر کرنے کے لیے مستعمل) ، چوں چرا
- اقرار یا اقبال کے موقعے پر کہتے ہیں ، ہاں
- تنبیہ یا اعتراض یا روک ٹوک کے لیے بھی مستعمل ہے ۔
- وہ کلمہ جو کہانی یا سبق سنتے وقت بولا جاتا ہے تاکہ معلوم ہوتا رہے کہ سننے والا جاگ رہا ہے اور آگے سننا چاہتا ہے ، جی ، ہاں ، ٹھیک ہے
- کسی بات کے استفسار کے لیے
- ہاں ٹھیک ہے (بالعموم دل رکھنے کے لیے یا ٹالنے کے لیے) ۔
- ۔(تو کے ساتھ) اگر موجود ہوں اگراختیار میں ہوں کی جگہ۔؎
- ضمیر متکلم واحد (زمانہء حال کے لیے) ۔
Urdu meaning of huu.n
- Roman
- Urdu
- (ijaazat ke mauqaa par mustaamal) haa.n, bulaa.o
- (naagavaarii zaahir karne ke li.e mustaamal), chuu.n chara
- iqraar ya iqbaal ke mauke par kahte hai.n, haa.n
- tambiiyaa ya etraaz ya rok Tok ke li.e bhii mustaamal hai
- vo kalima jo kahaanii ya sabaq sunte vaqt bolaa jaataa hai taaki maaluum hotaa rahe ki sunne vaala jaag rahaa hai aur aage sunnaa chaahtaa hai, jii, haa.n, Thiik hai
- kisii baat ke istifsaar ke li.e
- haa.n Thiik hai (bila.umuum dil rakhne ke li.e ya Taalne ke li.e)
- ۔(to ke saath) agar maujuud huu.n agar iKhatiyaar me.n huu.n kii jagah।
- zamiir mutakallim vaahid (zamaana-e-haal ke li.e)
Compound words of huu.n
Idioms of huu.n
Rhyming words of huu.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hoon, English meaning of hun
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (huu.n)
huu.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone