Search results
Saved words
Showing results for "nauha"
Meaning ofSee meaning nauha in English, Hindi & Urdu
English meaning of nauha
Noun, Masculine
- lamentation, dirge, mourning over the dead, requiem
Sher Examples
ḳhāmushī chheḌ rahī hai koī nauha apnā
TūTtā jaatā hai āvāz se rishta apnā
KHamushi chheD rahi hai koi nauha apna
TuTta jata hai aawaz se rishta apna
abhī tahzīb kā nauha na likhnā
abhī kuchh log urdu bolte haiñ
abhi tahzib ka nauha na likhna
abhi kuchh log urdu bolte hain
badaltī rut kā nauha sun rahā hai
nadī soī hai jañgal jāgtā hai
badalti rut ka nauha sun raha hai
nadi soi hai jangal jagta hai
hijr hogā na koī hijr kā nauha hogā
baaz aate haiñ mohabbat se jo hogā hogā
hijr hoga na koi hijr ka nauha hoga
baz aate hain mohabbat se jo hoga hoga
ai parindo yaad kartī hai tumheñ pāgal havā
roz ik nauha sar-e-shāḳh shajar suntā huuñ maiñ
ai parindo yaad karti hai tumhein pagal hawa
roz ek nauha sar-e-shaKH shajar sunta hun main
नौहा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- विलाप करना, मातम करना, मृतक के पास चिल्ला के रोना
- मातम, मृतशोक
- (लाक्षणिक) चीख़-चीख़ कर रोना, रोना-पीटना
- (संकेतात्मक) रोने की आवाज़, मातम का शोर
-
शायरी की एक विधा जिसमें इमाम हुसैन या कर्बला के शहीदों के दुख एवं कष्ट काव्य में लिपिबद्ध किए जाएँ और शेरों में विलाप का विशेषता से प्रबंध हो (नौहा सामान्यतः मातम या सीना-ज़नी के साथ पढ़ा जाता है)
विशेष • सीना-ज़नी= दुःख या पीड़ा के कारण सीना पीटना
- दुख भरे शेरों पर आधारित कोई नज़्म, ग़ज़ल या कोई गद्याँश जो किसी सगे-संबंधी की मौत या किसी शोकजनक परिस्थिति पर कहा जाए
نَوحَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بین کرنا، ماتم کرنا، مردے پر چلا کے رونا
- ماتم، شیون
- (مجازاً) گریہ و زاری، رونا پیٹنا
- (کنایتاً) رونے کی آواز، شور ماتم
- شاعری کی ایک صنف جس میں امام حسین یا شہدائے کربلا کے مصائب نظم کیے جائیں اور اشعار میں بین کا خصوصیت سے اہتمام ہو (نوحہ عموماً ماتم یا سینہ زنی کے ساتھ پڑھا جاتا ہے)
- دکھ بھرے اشعار پر مشتمل کوئی نظم، غزل یا کوئی نثر پارہ جو کسی عزیز کی موت یا کسی افسوس ناک صورت حال پر کہا جائے
Urdu meaning of nauha
- Roman
- Urdu
- bain karnaa, maatam karnaa, marde par chala ke rona
- maatam, shevan
- (majaazan) giriya-o-zaarii, rona piiTnaa
- (kinaayatan) rone kii aavaaz, shor maatam
- shaayarii kii ek sinaf jis me.n imaam husain ya shuhdaa.e karbalaa ke masaa.ib nazam ki.e jaa.e.n aur ashaar me.n bain ka Khusuusiiyat se ehtimaam ho (nohaa umuuman maatam ya siinaa zanii ke saath pa.Dhaa jaataa hai
- dukh bhare ashaar par mushtamil ko.ii nazam, Gazal ya ko.ii nasr paara jo kisii aziiz kii maut ya kisii afsosnaak suurat-e-haal par kahaa jaaye
Compound words of nauha
Related searched words
nauha karnaa
مردے پر چیخ چیخ کے رونا ، ماتم کرنا ، بین کرنا ؛ مصیبت میں واویلا کرنا ، سینہ پیٹ پیٹ کر رونا
nauha-e-siina-zanii
a style of mourning song invented by nineteenth century Persian stairist Mirza Abulhassan Yagma
nau-hajarii
اس زمانے کا جب پتھر کے ہتھیار اور آلات ِگھس کر یا رگڑ کر بنائے جاتے تھے ، عہد متاء خر حجری کا (Neolithic) ۔
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jurraab
जुर्राब
.جُرّاب
stockings, socks
[ Faiyaz Hussain ke paanw ka joda bhi kisi qadr unke paanw mein dhila hai magar jurrab par thik aa jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaraab
ख़राब
.خَراب
spoiled, defiled, polluted
[ Lagatar barish ki wajah se shahr ki sadkon ki halat kharab ho rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
chob
चोब
.چوب
wood, timber
[ Darakht hamare liye nemat hain, phal ke alawa chaubi saman unse hi taiyar kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haraarat
हरारत
.حَرارَت
warmth, heat
[ Barish na hone ki surat mein mausam ka darja-e-hararat badh jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraat
बरात
.بَرات
procession of the bridegroom, a marriage procession
[ Pai-dar-pai khushiyan uske hisse mein aayi thin goya khushiyon ki barat jo uske ghar par utar rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rab
रब
.رَب
God, Lord, Protector
[ Rab to wahi hai jisne duniya banayi, hamko banaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jarraah
जर्राह
.جَرّاح
one who dresses wounds, a surgeon
[ Kisi bachche ko taklif phode ki ho jati hai to walidain jarrah se usko chirwate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rabaab
रबाब
.رَباب
a kind of stringed musical instrument, rebec, viol, harp
[ Rabab ek saaz ka naam hai iske taron se nikla hua naghma dil ko chhu leta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaar
ख़्वार
.خوار
disgrace, dishonour, shame, abject
[ Apne dost ki khatir wo zalil-o-khvar hua magar dost par kuch asar hi nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaraahat
जराहत
.جَراحَت
wound, sore, ulcer
[ Jarahat jismani bhi hoti hai aur zehni bhi lekin har halat mein ilaj zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (nauha)
nauha
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone